Zindagi mita kar humari nai duniya saja rahi hai vo…. ek bewafa ka liya hume bhula rahi hai vo…. logo ka taano se bachna ka liya apna chehra jhupa rahi hai vo…. mita kar zindagi humari nai duniya basa rahi hai vo…
Khuda kare jindgi mein wo makam aaye. Dekhkar teri bewafai har jaba pe mera naam aaye. Log bhul jaye naam mera priye. Logo ki juba pe mujse pahale tera naam aaye...!
bewafai unhone ki saja hume mili, pyaar humne kiya,gunah unse hue, chot usse lagi to dard mujhe hua, ghav to uske bhar gye, par nissaa mere baaki reh gye.
saanse bhi chubti hai, or dil bhi rota hai, uss bewafaa pe ye deewana aaj bhi marta hai, duri uski mujhe aaj bhi sataati hai, uske diye jakhm ke nisaan aaj bhi baaki hai,
Wo Kisi ki Dil Lagi ko Saza Samjne Laga Do pal Roth k Guzare to Jafa Samjne Laga Wo kia jane k hum ktna roye unke Baghair Wo Baghair soche smje muje bewfa Samjne Laga.
Mohabat ne aj hamko rula dia, jis pr mrte the usne hi bhula dia,hum bhi uski yad bhulane ke liye aasu peete gaye,ek din bewafa ne usme bhi zehar mila diya.
Usne keh diya k bhul jana, hamne bhi keh diya k yaad mt aana, wafa ki baat jb ayi vo bewafa nikle, kyuki hmne maana jo kaha usne, pr hamara kaha usne na maana....
Wafa ke badle bewafai na diya karo meri ummid thukra kar inkar na kiya karo teri mohabat me hum sab kuch kho baithe jaan chali jayegi imtehan na liya karo
“ Bewafa Woh Nahi Sayad Hum Hi Kharab The, Zaher Ki Jarurat Nahi Hum Mar Jayenge Sharab Se. Kanto Ka Dard To Hame Mahesus Hi Nahi Hua, Shayad Bepanah Pyar Tha Hame Us Najuk Gulab Se.. ”
Ulfat mein inam mila hai. Bewafa naam mila hai. Kya kya socha tha is dil ne. Aur kya kya ilzam mila hai. Har gham ka hai khair-e-maqdam. Jo har subh-o-sham mila hai. Tera chehra teri yaadein. Har manzil har gham mila hai
Bas ek khata humse ho gayi, had se zyada mohabbat unse ho gayi,hum nazar na utha sake kisi or ki taraf, aur wo kehte hain ki hamari chahat bewafa ho gayi..