Loving Shayari Quote: baat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai ...
baat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi le gayaa chhin ke kaun aaj meraa sabr-o-qarar beqaraari mere dil ko kabhi aisi to na thi
Harish
Sat, Oct 26, 2013
4 views