Loving Shayari Quote: chalo ek nazm likhte hain kisi k naam karte hain magar ye so...
chalo ek nazm likhte hain
kisi k naam karte hain
magar ye sochna hai ab
k us main zikr kis ka ho?
k us mai baat kis ki ho?
k uss main zaat kis ki ho?
ab ye b farz krte hain
k jis pe nazm likhte hain
humein us se muhabbat hai?
kisi k naam karte hain
magar ye sochna hai ab
k us main zikr kis ka ho?
k us mai baat kis ki ho?
k uss main zaat kis ki ho?
ab ye b farz krte hain
k jis pe nazm likhte hain
humein us se muhabbat hai?
ali ahmed
Sat, Feb 21, 2009
4 views