Hindi Quote: Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana na jaane kahan kho g...

Submit SMS & Win 100 Points!

Share your favorite SMS messages, quotes, and greetings. Climb the leaderboard and win Rs 500 every week.

Weekly Prize: ₹500
Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana
na jaane kahan kho gaya vo zamana
tumhen bhuulane ki main koshish karunga
ye vaada karo ke na tum yaad aana
mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai
tumhen bevafaa kah raha hai zamana
Khudara meri qabr pe tum na aana
tumhen dekh kar shaq karega zamana
Vijay
Sat, Oct 26, 2013
4 views