Shayari Quote: Dagamate hai kadam aankhein yun hi ho jaati hai nam Barbas h...
Dagamate hai kadam aankhein yun hi ho jaati hai nam
Barbas hi main ruk jaaya karta hon chalke do kadam
Zamaane wale ab humein paagal samajh ne lage hain
Koi ye na samjhe asar hai ye teri bewafayee ka, o-bewafaa sanam.

chandra kant tiwari
Mon, Nov 16, 2009
2 views