Hindi Poetry Quote: Dard Ki Barish Sahi Maddham Zara Aahista Chal, Dil Ki Mitti...

Submit SMS & Win 100 Points!

Share your favorite SMS messages, quotes, and greetings. Climb the leaderboard and win Rs 500 every week.

Weekly Prize: ₹500
Dard Ki Barish Sahi Maddham Zara Aahista Chal,
Dil Ki Mitti Hai Abhi Tak Nam Zara Aashista Chal,
Tere Milne Aur Phir Tere Bichhad Jane Ke Bich,
Faasla Ruswai Ka Hai Zara Aahista Chal,
Apne Dil Hi Mein Nahi Hai Uski Mehrumi Ki Yaad,
Uski Aankhon Mein Bhi Hai Shabnam Zara Aahista Chal,
Koi Hi Ho Humsafar Na Ho Khush Is Qadar,
Ab Ke Logon Mein Wafa Hai Kam Zara Aahista Chal….
Ravi
Wed, Dec 23, 2015
78 views