Romantic Shayari Quote: Kaate nahi katte hain lamhe intezaar ke, Nazarein jama ke ...
Kaate nahi katte hain lamhe intezaar ke,
Nazarein jama ke baithe hain raste pe yaar ke,
Dil ne kaha dekhe jo jalwe husn yaar ke,
Laaya hai kaun unhe palak se utar ke
Nazarein jama ke baithe hain raste pe yaar ke,
Dil ne kaha dekhe jo jalwe husn yaar ke,
Laaya hai kaun unhe palak se utar ke
bharat 9867148938
Sat, Mar 15, 2008
49 views