Shayari Quote: Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai, Tanhai main sheher b...
Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro daita hai aap hi apni baatoon par,
Aur phir khud ko aap hansaaya karta hai.
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro daita hai aap hi apni baatoon par,
Aur phir khud ko aap hansaaya karta hai.
Deepak
Sat, Oct 26, 2013
38 views