Loving Shayari Quote: kal hum ne bazm-e-yar main kia kia sharab pi sehra ki tash...
kal hum ne bazm-e-yar main kia kia sharab pi
sehra ki tashngi thy so darya sharab pi
apno ne taj dia hy to ghairoon main ja k baith
aye kahnma kharab na tanha sharab pi
tu ham safar nahi hay to kia sair-e-gulistan
tu ham sabu nahi hay to phir kia sharab pi
aye dil garifta ha-e-jana sabu utha
aye kashta jifaye zamana sharab pi
do soortain hain yaroo dard-e-firaq ki

Shubham
Sat, Oct 26, 2013
6 views