Loving Shayari Quote: Kis Qadar Anokha Hy Zaabta Mohabbat Ka Kab Na Jaany Ho Ja...
Kis Qadar Anokha Hy
Zaabta Mohabbat Ka
Kab Na Jaany Ho Jaye
Mo'ajza Mohabbat Ka
Apni Zaat Se Bhi Wo
Ajnabi Sa Lgta Hy
Jis K Saath Ho Jaye
Haadsa Mohabbat Ka
~ Tum Bin ~
Zaabta Mohabbat Ka
Kab Na Jaany Ho Jaye
Mo'ajza Mohabbat Ka
Apni Zaat Se Bhi Wo
Ajnabi Sa Lgta Hy
Jis K Saath Ho Jaye
Haadsa Mohabbat Ka
~ Tum Bin ~
maxi
Sat, Mar 28, 2009
6 views