Loving Shayari Quote: Kitni P kaisai kati raat mujhe yaad nahi Raat k saath gai ...
Kitni P kaisai kati raat mujhe yaad nahi
Raat k saath gai baat mujhe yaad nahi
Mujh ko yeh bhi nahi maloom k jana hai kahan
tham lai koi mera haath mujhe yaad nahi
Koi Paimana kahain toota k DIL hai mera
Badle badle hain khayalat mujhe yaad nahi
Ansoon aur sharaboon mein kati hain apni
main nai kab daikhi thi barsat mujhe yaad nahi

Kunal
Sat, Oct 26, 2013
8 views