Hindi Shayari Quote: kya banane aaye the kabhi mandir bna baithe kabhi masjid bna...
kya banane aaye the kabhi mandir bna baithe kabhi masjid bna baith,
humse to achhi hai jaat parindo ki,
kabhi mandir par ja baithe kabhi masjid par ja baithe
humse to achhi hai jaat parindo ki,
kabhi mandir par ja baithe kabhi masjid par ja baithe
Navi Shrivastava
Sun, Feb 20, 2011
10 views