Shayari Quote: kya kah gai kisi ki nazar kuch na puchiye kya kuch huwa hai ...
kya kah gai kisi ki nazar kuch na puchiye
kya kuch huwa hai uska asar kuch na puchiye
jhukti hui nazar se uthta huwa sa ishq
uf ye nazar ye ishq magar kuch na puchiye
kya kuch huwa hai uska asar kuch na puchiye
jhukti hui nazar se uthta huwa sa ishq
uf ye nazar ye ishq magar kuch na puchiye
najmi
Sat, Feb 20, 2010
21 views