Shayari Quote: Kyu rakhu me ab apni kalam me shayhi, Jab koi arman dil me m...
Kyu rakhu me ab apni kalam me shayhi, Jab koi arman dil me machalta hi nahi.
Na jane kyu sabhi shak karte hai mujh par, Jab koi sukha phool meri kitab me milta hi nahi.
Socha tha khuda milega to us se apna pyar magugi, Par suna hai wo kishi ko milta hi nahi.

jalpa
Tue, Jul 21, 2009
21 views