Hindi Romantic Poetry Quote: Mein apne daman mein chupa loon tujhko. Dil karta hai apn...
Mein apne daman mein chupa loon tujhko.
Dil karta hai apna bana loon tujhko.
Marr k bhi na toote ye rishta hamara.
Is tarha se apni Rooh mein sama loon tujhko.
Apni baahon mein is tarah se le lon.
K phir na baahon se nikalon tujhko.
Dil karta hai apna bana loon tujhko.
Marr k bhi na toote ye rishta hamara.
Is tarha se apni Rooh mein sama loon tujhko.
Apni baahon mein is tarah se le lon.
K phir na baahon se nikalon tujhko.
Nitin Dhiman
Thu, Apr 07, 2016
49 views