Loving Shayari Quote: meray qareeb to aao bohat udass hoon mein, bus aaj toot ke ...
meray qareeb to aao bohat udass hoon mein,
bus aaj toot ke chaho bohat udass hoon mein,
kisi bi jhooti dilaasai se dil ko behlaoo,
koi kahani sanao bohat udaas hoon mein,
andhari raat hai kuch bi nazar nahi aata,
sitaray toor ke lao bohat udaas hoon mein,

Abhinav
Sat, Oct 26, 2013
129 views