Sad Shayari Quote: Phir mohabbat ka haadsa hoga, Aaj kal roz tu sanwarta hoga,...
Phir mohabbat ka haadsa hoga,
Aaj kal roz tu sanwarta hoga,
Yeh tera husn hai qayamat haiz,
Toot kar aayina bikharta hoga,
Hum ne jis khawb ki tamanna ki,
Jaaney kis chashm pe utarta hoga,
Kya yehi sheher khawb hai jis me,
Aadmi aadmi se darta hoga..
Aaj kal roz tu sanwarta hoga,
Yeh tera husn hai qayamat haiz,
Toot kar aayina bikharta hoga,
Hum ne jis khawb ki tamanna ki,
Jaaney kis chashm pe utarta hoga,
Kya yehi sheher khawb hai jis me,
Aadmi aadmi se darta hoga..
8003511191
Wed, Jan 09, 2013
23 views