Sad Shayari Quote: Saarey waadon ko bhula sakta hun, lekin rehne do..! Main tu...
Saarey waadon ko bhula sakta hun, lekin rehne do..!
Main tumhein chor k ja sakta hun, lekin rehne do..!
Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz,
faisla mein bhi suna sakta hun, lekin rehne do..!
Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali,
us per main muskura b sakta hun, lekin rehne do..!

8003511191
Wed, Jan 09, 2013
19 views