Shayari Quote: zindgi to pehle hi unke naam kar di thee ab lutaane ko apne...
zindgi to pehle hi unke naam kar di thee
ab lutaane ko apne pas kuchh bhi na raha
kaise utaren kashti apni in maujo pe
inme sukhe kinaron ke siwa kuchh bhi na raha
ab lutaane ko apne pas kuchh bhi na raha
kaise utaren kashti apni in maujo pe
inme sukhe kinaron ke siwa kuchh bhi na raha
mithu
Fri, Sep 04, 2009
27 views