Zehar tanhai tere ishq me hum peete hai, jabse nakaam huye chakh jigar hum seete hai, ye to kehne ki hai baate ki jee nahi sakte, koun marta hai mohabbat me sabhi jeete hai.
Kuch patharo me phul khil jate h kuch anjane b apne ban jate h Is katil dunia me kuch lasho ko kafan b nasib nahi hota To kuch lasho par Tajmahal ban jate he..
apni zindagi to aajkal tanhaiyo me gujar rahi hai, hai ek girlfriend jo aaj humhe bhula bathi hai . or hamari aankho ko dekho uski yaad me aansu behaaye jaa rahi hai.
Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko, Tho yun humein ruswa na kiya hotha. Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein, Bas ek baar humein samaj-liya hotha?
apni ankhon mein mera aks saja kar roya koi, meri tasweer ko sine se laga kar royakoi, is kadar khuf tha badnami ka usko mere dosto apne chahre ko anchal mein chupa kar roya koi,!