Milana bichudna sab kismato ka khel hai, Kahi nafrat to kahidilo ka mail hai, Bik jaye hai har riste iss duniya me, Sirf dost hi dost ko kam kaam aata hai.
Tujse dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalo me, aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya
na ki thi dosti apse kisi k kehne se, na hi jora tha rishta apse ashko ke behne se, humne dekha tha apke dil ko, aur dosti ki thi apne dil ke kehne se.
Mana Dosti Ke Pal Bahut Kam Hote Hai, Lekin Bhai, Behan Dost Or Premi Hi Bade Humdard Hote Hai, Jo Samjhe Doston Ke Pyar Ko, Wo Hi Achche Dost Or Pyare Sanam Hote HaiN
Dost to wo hota hai jo tumhe aapna maan sake, tumhare har dukh ko jaan sake, agar chal rahe ho tum tez barish me, fir v tere aanshuo ko pahchan sake...
Mile ho mujko door nahi jana.Kuch pal sath chalke mujhe bhul na jana.Jindgi me akele muje chod na jana.e dost galti ho maf karna par muh mod kar na jana..
Yahi to khoobsurat dosti ka naata hai, Jo bina kisi shart k jiya jata hai.. Rahe dooriyan darmiyan to parwah nahi, Dost ko har pal dil se yaad kiya jata hai..
Safar main jab paya akela maine khudko tha, Shitij pe tara koi na tha raahgir mera, Kuch yu humsafar ban gaye tum mere, Ke dosti pe apni gumaan aane laga mujhko.
Yaad sachhi ho to waqt ka ehsaas ruk jata hai, Aasma lakh unchha ho phir bhi jhuk jata hai, Rishte me duniya lakh bane rukavat, Agar dost sachha ho to khuda bhi jhukjata hai.
Ab na kissi saathi ki khwahish hogi Ke dost tere jaisa jo mil gaya hai mujhko, Kuch yu khili hai mushkilo main dosti apni Ke dosti pe apni gumaan aane laga mujhko.
Khushiyo'n par fizawo ka pahra hai, na jane kis ummeed par dil tahra hai, AAPKE aankho se jhalakte DARD ke kasam, ye DOSTI ka rishta pyaar se bhi gehra hai.
ye dosti k din yuhi guzar jayenge,aur shayad hum sab bichad jayenge,naraz na hona aap hamari shararato se kabhi,ye hi wo pal hai jo aksar yaad aayenge.