Tujhe chahne wale kum na hongein
waqt kay saath shayad hum na hongien
chahe kisi ko kitna bhi pyar dayna
lakin teri yaadon ke haqdar sirf hum hi hongein
ye yad hai aapki ya yaadon mei aap ho
ye khwab hai aap k ya khwabon mei aap ho
hum nahin jaante hamain itna bata do
hum jaan hain aap ki ya hamari jaan aap ho
dosti wo nasha jise mitaya nahi ja sakta
ye bo dariya hai jisme dob ker par jaya nahi sakta
dosti bo janon hai jise badaya nahi ja sekta
Ae mere dost dosti bo hai jishe khatam kiya nahi ja saketa
Dost Ban Kar Bhi Nahin Saath Nibhaane Wala
Wohi Andaz Hai Zaalim Ka Zamaane Wala
Hum Ne Dekha Hai Gulistaan Ko Jalte Hue
Hai Koi Khuwaab Ki Tabeer Bataane Wala.
Jab-Jab tanhai ne unko sataya hoga,
tab-tab unko mera khayal aaya hoga,
ghum yeh nahi hai ki woh bhool gaye humko
ghum yeh hai ki Ro-Ro kar Bhulaya hoga.
dilo ko kharidne waale hazaar mil jayenge,
duniya main daga dene waale baar baar mil jayenge,
milega nahi aapko hum jaisa koi ,
milne ko DOST beshumar mil jayenge.
dilo ko kharidne waale hazaar mil jayenge,
duniya main daga dene waale baar baar mil jayenge,
mimega nahi aapko hum jaisa koi ,
milhe ko DOST beshumar mil jayenge
AASMAN KI TARAF UTHAY TU BADAL
AASMAN SE NEECHAY AAY TU BARISH
JUM KAR GIRAY TO AULAY
GIR KAR JAMAY TO BURF
PHOOL KI PATTI PER HU TO SHABNAM
PATTI SAE NIKLAY TU ARAG
JAMAH HU JAYE TU JHEEL
BEH JAYAE TO NADI
JISM SAE NIKLAY TU PASEENA
AANKHOON SAE NIKLAY TU AANSU
Lafz app do
Geet ham banaien ge
Rastaa app do
Manzil ham painge
Bandhan aap do
Rishta ham bandhe ge
Phool aap do
Lari ham banaige
Kushi aap do
Hansi ham denge
Sache dost aap bano
Dosti hum nebhainge.
Yun to hum pecha kisi ka kiya nahi kartay
Dard-e-dil diya aur liya nahi kartay
Yeh DOSTI ka rishta aap say hai
Warna itnay SMS hum kisi ko kiya nahi kartay
Aj rootha huwa ik dost bohat yaad aya
Acha guzra huwa kuch waqt boht yaad aya
Jo mery dard ko seenay main chupa leta tha
Aj jab dard huwa to boht yaad aaya.
Un say door janey ka irada to na tha
Sada sath rehny ka bhi wada to na tha
Wo yaad na karay ga yeah janty thy hum
Par itni jaldi bhool jane ka andaza bhi na tha!