Jaise TSUNAMI ko SAMAJH NA musquil hai,
CYCLONE ko DEKH NA musquil hai,
BHOOKAMP mein REHNA musquil hai,
LAGTA hai waise hi AAP KA EK SMS paana musquil hai
Kuch nahi chahatha main tumse,
sivaye tere dosti ke,
Dil to nahi chahatha per
dil mein jaga chahatha hoon,
Tere neno ka kajal nahi,
sapne banna chahatha hoon.
Ab kahe to kya kahe,
Teri mathe ki badnasib rakha nahi,
Sindoor banna chahatha hoon.
Dosti wo nasha jise mitaya nahi ja sakta
Ye bo dariya hai jisme dob ker par jaya nahi sakta
Dosti bo janon hai jise badaya nahi ja sekta
Ae mere dost dosti bo hai jishe khatam kiya nahi ja saketa
Tere intezaar mein dubi ye subah ye sham,
duba sa lagta hai yeh aasman.
Khuda se bus ye hi hai gujarish,
dub jaye bhale hi uski yeh khudai,
bus ek baar mita de ye judai.
Na jaane humse kya chahti hai duniya,
hume rulakar khushiya manaati hai duniya,
hum to khushi me bhi aasu bahate hain,
jane kyu humare aasuo ka matlab nahi samajhti yeh duniya
Wafa ko unki hum bewafai keh gaye,
Mohabbat sare aam rusavah hum kar gaye,
Ab toh yeh alam hai, Ashkon se mere chalakta hai wafa ka samander,
Her laher uthti hai usey pane ka armaan le kar!
DIL MEIN INTEZAAR KI LAKIR CHOD JAYENGE,
AANKHON MEIN YAADON KI TASVEER CHOD JAAYENGE,
DOONDHTE PHIROGE HAMEN RAAT DIN,
ZINDAGI MEIN EK DOST KI KAMI CHOD JAAYENGE
Dosti k phool ek har mausam mein khilte hai,
Dosti k badal har mausam mein baraste hai,
ham aapko sms bheje ya na bheje,
lekin har roj yaad zaroor karte hai
dilo ko kharidne waale hazaar mil jayenge,
duniya main daga dene waale baar baar mil jayenge,
mimega nahi aapko hum jaisa koi ,
milhe ko DOST beshumar mil jayenge.
Phoolo ke bicch khade ho kar bhi khusboo ki kami hai
Baharo ke bicch jhoom kar bhi khushiyon ki kami hai
Sabhke saath hote hue bhi mere mehboob teri kami hai
dilo ko kharidne waale hazaar mil jayenge,
duniya main daga dene waale baar baar mil jayenge,
mimega nahi aapko hum jaisa koi ,
milhe ko DOST beshumar mil jayenge