Hindi Missing You Wishes and Status Messages
Hindi Missing You Messages Wishes
Updated 7 years ago
Phoolon se poocho es main singhar kitna hai?
Mere dil se poocho is main pyar kitna hai?
Saye ki tarha tumhara pyaar saath rehta hai…
Tumhare saath guzra hua har lamha yaad rehta hai…
Tumse doori ka ahsaas sataane laga,
Tere saath gujara har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki ae dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga…
Yaad aati hai to zara kho jaate hai ,
AAnshu aankhon main utar aaye to zara ro lete hai ,,
Neend to nahi aati aankhon main lekin ,
Wo khawabon main aayenge yahi soch kar so lete hai ..
Aankhon Mein Basi Hai Pyari Soorat Teri
Aur Dil Mein Basa Hai Tera Pyaar
Chahe Tu Kabool Kare Ya Na Kare
Humein Rahega Tera Intezaar!
Har pal Tumhe Hum Yaad Karte Hain,
Har Janam Aappe Nisar Karte Hain,
Aap Bhi Hume Yaad Kar Liya Kijiye,
Kyonki Ye Dil Aappe Hi To Marta Hain…
Ek Hi Duniya Mein Rehte Hain
Par Mil Kyon Nahi Pate Hain?
Aapse Kahin Ache Aapke Sms Hain
Jo Mobile Mera Mehkaate Hain…
Phoolo se poocho es main singhar kitna hai?
Mere dil se poocho is main pyar kitna hai?
Saye ki tarha tumhara pyaar saath rehta hai…
Tumhare saath guzra hua har lamha yaad rehta hai…
Na Door Mujhse Jaya Karo, Dil Tadap Jata Ahi
Hamesha Tere Khyaalon Mein Din Guzar Jata Hai
Dil Ne Ek Sawaal Poochha Tha Tumse..
Tumhe Bhi Mera Khyaal Aata Hai Kya Door Rehkar…
Bad-tameez
Chaddar ki KAMEEZ,
Lohe ka PAIJAMA,
Bandar tera MAMA,
Billi teri MAUSI,
Kutte mera YAAR,
Aam ka AACHAR
Miss u mere YAAR
Sham hote hi ye dil udas hota hai
Tute khwabon k siwa kuch na pas hota hai
teri yad aise me boht aati hai
chand jb apne sitaron k pas hota hai.!
Aksar logo ko kehte suna tha
ke zinda rahe to phir milenge,
magar aapse milne ke baad ye mehsoos kiya
ke milte rahe to ZINDA rahenge.
Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi..
Zindagi lagti hai bejan kabhi kabhi..
Samajh mai aaye to humein bhi batana k..
Kyun kerti hain yaadein preshaan kabhi kabhi..
Jab Jab Mein Leta Hoon Saans Tu Yaad Aati Hai,
Meri Har Ek Saans Mein Teri Khushbu Bas Jaati Hai,
Kaise Kahu Tere Bina Mein Jinda Hoon,
Kyunki Har Saans Se Pehle Teri Yaad Aati Hai…
Bhola sa chehra yaad rahega,
Pyar bhara dil bhi yaad rahega,
Yeh galat hai ki hum aapko bhul jayenge,
Aap to kya aapka saath bhi yaad rahega…
Khwaab aankhon se gire aansu me dhal kar,
Dam armaano ne toda dam machal-machal kar,
Meri kismat me judaai likhi thi,
Warna har kadam rakha tha sambhaal-sambhaal kar…
Tujhse doori ka ehsas satane laga,
Tere sath gujra har lamha yaad aane laga,
Jab bhi koshish ki tujhe bhulne ki ae mere hamdum…
Tu aur jyada dil ke kareeb aane laga….
Neend Apni De Bhula Ker “SULAYA” Hum Ko
Aansu Apne Gira Ker “HANSAYA” Hum Ko
Dard Kabhi Na Dena Us “HASTI” Ko
Zamana Kehta Hai “MAA” Jis Ko….
Harpal Tumhe Hum Yaad Karte Hain,
Har Janam Aappe Nisar Karte Hain,
Aap Bhi Hume Yaad Kar Liya Kijiye,
Kyonki Ye Dil Aappe Hi To Marta Hain…