Pyar 'INSAN' se kro uski 'AADAT' se nahi, RUTHO unki 'BAATO' se 'UNSE' nahi,BHULO unki 'GALTIYO' ko 'UNHE' nahi,QKI rishto se 'BADHKAR' kuch bhi nahi..
Bahaar hoti to titliyan jarur aati, koi rota to siskiyan jarur aati! Kehne ko to log mujhe bahut yaad karte hain, magar yaad karte to hichkiyan jarur aati..
In ankho ko samajh pane wala chahiye, Rote hue dil ko hasane wala chahiye. Mil jate h pyar jatane wale bahut, Par hame to pyar nibhane wala chahiye....
Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte. Kon Kehta Hai Hum Wafa Nahi Karte. Aakhir Kyu Nahi Badalti Taqdir Meri, Kya Mere Apne Bhi Mere Liye Dua Nahi Karte
Real thaught- Aadmi banata admi, Kitne rang dikhata admi, Hasata hua kisi ko rulata hai admi. Admiyat ki kami hai aaj har ek admi me, Fir v khud ko admiyon me sabse bada batata admi..
RISHTA unse bnao jo nibhana jante ho, NAFRAT unse karo jo bhulana jante ho. GUSSA unse karo jo manana jante ho or dosti unse karo jo DIL-O-JAAN lutana jante ho.
Lot jati he duniya humara Gum dekhkar, Jese lot jati he lahre kinara dekhkar, Tum Kandha na dena mere Janaze ko, Kahi fir na zinda ho javu tera sahara dekhkar.
Koi-Koi shaks itna khas hota Hai, Najro se dur pr Yaadon me pas hota Hai, kabhi-kabhi hi ata Hai pegam Unka, pr hr pegam mein Apnepan ka ehsas hota Hai.
Usne hmse pucha k teRi saza kya h, Q kRte ho pasand vajah kya h, magaR koi batae use k meRi khata kya h, jo vajah se kRe kisi ko pasand usme maza kya h
A duniya badi bewafa hai samajhna, Kahin dil lagane ki koshish na karna. Mere doston zindagi ek safer hai samajhna, Kahin thaher jane ki koshish na karna.