Hindi Wishes and Status Messages
Hindi Wishes Wishes
Updated 6 years ago
Ajab yeh tera andaaz hai
Jo baat zubaan chupati rahi
Woh aankhon ne bayan kar di
Duniya se jo chupta nahin,
Jaane yeh kaisa raaz hai
Ya hai teri baaton ka suroor,
Ya yeh tera andaaz hai..
Na jaane kis mod par hum mile
Mil kar bhi manzil hamari ek na hui
Kis kadar dooba hun teri yaad mein
Ab toh aalam yeh hai
Din ki khabar hai,na raat ki
Tum khush raho, aabaad raho,
Yehi dua hai hamari.
Hum barbaad hue toh kya,
Yehi Qismat hai hamari
Lagta hai tu har pal mere paas hai,
Tere ishq ka yeh kitna haseen ehsaas hai
Yeh zindagi guzaarne ki aarzoo,
Ab toh sirf tere saath hai
Tum maano ya na maano
Humne tumhein khuda mana hai
Guzar rahi hai raat tumhari yaad mein
Kabhi toh tumhein bhi hamara intezaar ho
Ek umr beet gayi, Ek zamana guzar gaya
Us ajnabi ka ab na intezaar karo
Mere ashiq dil ka na aitbaar karo
Tu mujhse yun gila na kar, shikwa na kar
Es berukhi se yun mila na kar
Main jeeta hun roz tujhse milne ki umeed mein
Tu es berukhi se yun mila na har
Khush raho tum hamesha
Hai ye meri dua
Sadaa zindagi ko meri mehkati raho
Muskaan se apni
Tum aaj mere saath nahin
Toh kya hua
Tum es tarah meri zindagi mein bahaar ban Ke aye
Aur mere ghamon ko khushnuma bana diya
Har shaam teri zulfon ki chaaon mein
Aisa lage ki zindagi shadab hue jaati hai. ..
Guzarish hai ki kaabu rekhain apni nigahon par,
Jab aapne dekha mujhe, jaane kitne soye armaan dil mein jee uthe
Tum socho tum jeet sakte ho,
Ya socho tum nahin jeet sakte,
Tum sahi ho!
Tumhari soch he yeh faisla karti hai!
Tumhein zindagi se jis cheese ki ummeed hai,
Zindagi vahi tumhein degi..
Ek sacha dost paane ke liya,
Ek sacha dost banna zaroori hai
Woh log jo bhool sakte hain zindagi ke zakhmom ko,
Murh kar nahin padha karte apni kismat ko,
Ud sakte hain bekhauf parwaaz ki tarah
Main jeeta hun apni hi duniya mein,
Jahain main khud ko jaanta hun,
Maine kab kaha mein is duniya ka badshah hun,
Bus apni duniya main me khud ko aisa maanta hun..
Na janey kis din tum ye janoge,
Tumhari problem thumhari nazar nahin,
Tumhara nazariya hai
Jis din tum ye samajh gaye,
Tum dekhoge ke sab badhiya hai
Apne din ki shuruat sakaratmak vichaar aur sukhad mann se kijiye..
Suprabhat
Hum mein se zyadatar log
apne sapnon ko nahin jeete
Kyunki hum apne darr ko jeete hain..
Cheezon ko dekne ka nazariya badal lo
Cheezein khud-b-khud badal jayengi
Dil agar samajhta, toh dimag hota
nahi samajhta isliye, dil dil hai!
Aasma hamari seema nahi hai, Ye soch hamani seema hai
Main badla nain,
Bas ab zara jaag gaya hun
Na jane main kaun hun, aur kahan hun,
Agar tumain mil jaaun, to meri mujh se mulaqaat karwa dena
Mom: Mujhe poora bharosa hai tum kitchen sambhal logi..
"Goes to kitchen, there's a noise of falling utensils"
Mom: Kya tod diya?
Me: Bharosa
Insaan Dil Se Khush
Sirf Usi Insaan Ke Saath Reh Sakta Hai,
Jisse Woh Mohabbat Karta Hai ...
Mere Saath Mat Challo, Mein Khud Nahin Jaanta Meri Manzil Kya Hai
Duniya mein do tarah ke log hote hain, Aur main dono ko nahin chahta
Hindi is the mother tongue of India. There is something exceptional about this language. It has its own charisma. Expressing something in Hindi language and then trying to recreate in English makes the thought to lose its charm. People often seem to have this irrational thought that wishing someone or expressing gratitude or even saying a nice hello often looks good only in English. Well, it is a wrong notion.
Things are said much better in our mother tongue. It gives us access to express our feelings in all their glory. No other language can literally define the depth of your feelings other than hindi. Cheesy or not, Hindi language is best out in the World. There are some elders who usually understand Hindi and getting to see a smile on their face reading a text from you in Hindi, its out of the world. A single notion of gratitude in Hindi means a lot to someone who is having a bad day or need some uplifting.
Well for your convenience, we have curated a list of amazing messages in our mother tongue- Hindi. You can simply forward them to anyone and express your feelings and gratitude towards them with such thoughtful Hindi SMS/texts.
Categories Under Hindi Wishes
Top Contributors
Points | Rank | Wishes | |
---|---|---|---|
Ashish 8574816604 | 2024 | 1 | 2024 |
PAGALPANTI | 1901 | 2 | 1901 |
8003511191 | 1558 | 3 | 1558 |
Navi Shrivastava | 1053 | 4 | 1053 |
AJIT RUBY | 988 | 5 | 988 |
JAYANT | 927 | 6 | 927 |
MeraSanam | 882 | 7 | 882 |
sunil vasava | 872 | 8 | 872 |
Diljale*GR* | 861 | 9 | 861 |
reian jain | 854 | 10 | 854 |