khusiyon par fijao ka pahra hai, dil na jane kis ummid par thahra hai. aankho se chhalakate aanshuo ki kasam, aapke pyar ka rista hamari sanso se bhi gahara hai.
Tum jo hansti ho toh mastana kawal lagti ho Meer ka sher aur Ghalib ki ghazal lagti ho Sang-E-Marmar se tarasha hua pur noor badan Saans leta hua ek Taj Mahel lagti ho
maine pyar unko kiya to kya kasoor mera tha unki bewafayi ko bhi maine unka pyar samjha to kya kasoor mera tha haan par maine unse pyar manga jo ki kasoor mera tha
dil me chhupi yaadon se sawarun tujhe, tu dikhe to apni aankhon me utaru tujhe, tere naam ko labon pe aise saja loon,so bhi jaoon to khwaab me pukarun tujhe.
Masjid ki Namaz ya Mandir ki duva ho tum, Tum ho khuda ka tohfa ya khud khuda ho tum, Ae mere dost ab khud hi fesla karo, Dil me rehte ho tum ya Dil ki jagah ho tum...
Woh Nafrat Bhi Karte Hain Pyar Ke Liye, Inkaar Bhi Karte Hain Ikraar Ke Liye, Ajeeb Hote Hain Ye Ishq Karne wale, ANKHEIN Band Bhi Karte Hain To DIDAAR Ke LIYE.