Dosti bhi tumhi se aur tumhi se bus izhar kiya. tu kya jane kal tere bulawe ka humne kitna intzar kiya.Sayd ise aas mai ki aap kuch to kahengi apna VALENTINE Chla gaya..
''Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai. Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai..e hai..
Log har manzil ko mushkil samajhte hai, ham har mushkil ko manzil samajhte hai. Bada fark hai log aur hamare nazarie me, log dil ko dard aur ham dard ko dil samajhte hai..
Raah asaan ho gayi hogi Jaan pehchaan ho gayi hogi Phir palat kar nigah nahi aayi Tujhpe qurbaan ho gayi hogi Teri zulfo ko chedti thi hawa Khud pareshan ho gay
Lamha lamha intzar kiya us lamhe ke liye or woh lamha aya bhi to bus ek lamhe ke liye,guzarish yehi hai khuda se ke kash woh lamha fir aye 1 lamhe ke liye .
Tumhari yaadon ke sahare zinda hai hum, Tumhe dekhne ki chahat,Dil me rakhte hai hum, Ab untezaar hai to sirf tumhare aane ka, Warna kabse jeena chor chuke the hum....
Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage, Kitne benoor hain sapne hakikat ke aage, Koi ruki si dhadkan se puche,kitna tadapta hai dil mohabbat ke aage.
Phool khilte hai baharo ka sama hota hai aise mousam me to pyar java hota hai dil ki bato ko to hotho se nahi kahete ye afsana to nigaho se baya hota hai…
Apno ke situm hamse batlaye nahi jate Ye hadse woh hai jo samjhaye nahi jate Ek umr ki kosish se bhula di hai teri yaad Lekin teri yaad ke saye nahi jate
Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota Sharab kam thi to pani mila diya hota Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha To muskura ke sar hi hila diya hota..