“Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein Ishq Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai.”
Agar ho vaqt to ek mulaaqat dijiye, Dil kuch kehenaa chaahe to kuch baat kijiye, Yu to mushkil hai humse door reh paana, Par ek lamhaa mil jaaye to hume yaad kijiye
bohat lateef hai tera andaz-e-ikraar sanam Uspar Tera Mann Hi Mann Baat Karte Rehna Tu Hamare Dard Ki Fariyad Sune Na Sune Apna To Farz Hai Tujhe Pyar Karte Rehna
tere hothon se lag kar yeh hawa sharab ban gayi aankhon se lag kar yeh hijaab ban gayi aur gaalon se lag kar yeh gulab ban gayi. sach hi kahti hai yeh duniya jaaneman ki mujh se mil kar tu laajawaab ho gayi
Jis din band karli apni aankhein , Kai aankhon se us din aansu barsenge, Jo kehte hai ki bahut tang karte hai hum unhe, Wahi humari ek shararat ko tarsenge…. …..
Jab bhi tum pukaroge, hum daude chale aaenge., kafan me lipte chita se uth ke chale aaenge., agar jal gaye to koi gum nhi JAAN, rakh banke hum udte chale aaenge.
jawan ho chali raat phir halke halke udhar chaand nikla idhar jaam chhalke. koi mujh sa mai kash hua hai na hoga ki botal mere paas aati hai chal ke. koi mere pahlu mein baitha hai aa kar nashe ke ghane junglon se nikal ke sambhalne ki khaatir main peeta nahin hoon to phir kis liye VASL peena sambhal ke.
Jab shaam k sai dhalne lagte hain, Is waqt mujhe tumhari yaad satati hai, Tujhe pa kr kho diya hai, Har pal har ghari is baat ka dukh hai, Yehi soch mujhe har lamha tarpate hai, Mujhe tumhari yaad satati hai.
Mere Halat wo samajh nahi pate.zuba se bhi kuch kah nahi pate.ya khuda ye kaisa dost diya tune. ise yad kiye bina ham ek pal rah nahi pate sms kesa tha.
Mohabbat karne walon ko inkar acha nahi lagta. Dunia walon ko ye iqrar acha nahi lagta. Jb tak larka larki bhag na jaeen. Muhalay walon ko pyaar sacha nahi lagta.
gam hai ki tumhe apne pyaar ka ehsaas karaa na sake tum rooth na jao yeh soch ke tumhe manaa na sake tum gair ke na ho jao kisi mod par is dar se kabhi tumhe apnaa na sake......
Dhoka pyaar mein mile to khana chahiye Zehar jaam mein mile to pi lene chahiye Bewafaa tere marne ke baad roye, Shayad Pratham Isliye zehar pi ke muskurana chahiye
mere jeene ke liye tera armaan hi kaafi hai, dil ke qalam se likhi ye dastaan hi kafi hai, teer-e-talwaar ki tujhe kya zaroorate ai nazneen, qatl karne ke liye teri muskaan hai kafi hai.
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi…Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi… Jitna marzi kisi ko apna bana lo, Jab ankh khulegi… Tanhai hi milegi !
Akele gaye they door ek pal ke liye,
Magar aapke dil ke kareeb they harr pal ke liye…;
Kaise bhulengey aapko ek pal ke liye…,
Jab kho chuke hain khudd ko harr pal ke liye..!!!