Jagaya unhone aisa ki aaj tak so na sake, Rulaya unhone aisa ke sabke samne ro bhi na sake, Jaane kya baat thi unme, Jabse mana unhe apna tabse kisi ke ho na sake.
Mujhse Kehti Hain Ye Khamosh Nighahen Teri
Meri Parvaaz Se Unchi Hai Panaahen Teri
Aur Gairat-e-ehsaas Pe Sharminda Hun
Ab Kisi Aur Ki Baahon Me Hain Baahen Teri…….
PYAR WO NASHA HAI JIS MEIN DUBNE KA MAZA HAI
PYAR WO KHATA HAI JO BAR BAR KARNE MEIN MAZA HAI
PYAR JISE B KARO KUCH AISA KARO
K USE LAGE PYAR BIN JINA BEWAJA HAI
bichadte hue yaad de jayenge, khud sone se pehle apko 1khwab de jayenge, apko gila hai k hum baat nahi karte, saanso k rukne se pahle har jawab de jayenge
Taqdeer ke rang kitne ajeeb hain, Anjaane riste hai fir bhi kareeb hain, har kisi ko dost aapke jaisa nahi milta, mujhe anjaane me aap mile ye mera naseeb hai......
Na chahte hue bhi ho gaya hume aapse pyar Na chahte hue bhi hum gaye aap par dil haar Na janu ye kaisi hai majhdhar Ki ab toh dil ko har pal hai aap hi ka intzar
Iss riste se aur kaun sa rishta paak hoga
Jab do dil swart bina ek tuje ke saath hoga
Khuda ne iss rishte ko kya nek banaya
Dosti mein jab dono ka haath ek hoga
meri har ek baat main tum ho, mere har jasbaat main tum ho, meri ek ek raat ke saaye main tum ho, sapno main tum ho, haqiqat main tum ho, phir bhi tum meri zindgi main shaamil nhi ho.
Mat poocho ke, kitna aapko yad karte hai
Itna ke, har saans ke bad karte hai...
Kisi din lekar aaye, tumhe hamare samne
Bas yahi khudha se, fariyad karte hai.
Jalate hai hum apne dil ko diye ki tarah Teri Zindagi main khushiyon ki roshni lane ke liye Seh jate hai har chubhan ko apne pairon tale Teri Rahon main phool bhichane ke liye.
Dekhi hai humne duniya jahaan husne-e-bazar ke, too uhin ruk jaye hamari nazar ye itni sasti nahi, koi hoor, koi noor ya koi zannat ki pari ho to kya, dava hai hamara tik jaye tere samne aisi koi hasti nahi