palko pe aake ruk jate hai ye aansu,
tanhayi pakar beh jate hai ye aansu.
Dil to bahut karta hai gam baant lu aapse,
par aapko hasta dekh sookh jate hai ye aansu.
mere pyar ko dunia mein koi samajh nahi paya,
rote thay jab tanha koi mere sath na aaya,
mita diya khud ko uske pyar mein,
aur kehte hai wo mujhe pyar karna nahi aaya.
Apni tasveer ko aankhon se lagata kya hai, Ek nazar meri tarf dekh tera jata kya hai, Meri ruswayee mei thu bhi hai baraber ka sharik Mere kisse mere yaaroon ko suna tha kya hai
yeh zarori nahin par asa howa karta hay jis ko chaho wahi dhoka diya karta hay qasmain khata hay woh ehad nibhanay ki or har moor pay rastay badal liya karta hay
karam karo k sitam karo hum gila nahin karte khiza main phool yaqenan khila nahin karte mila do khak main hum ko magar kkayal rakhna hum jasy loog dobara mila nahin karte
Nakam si koshish kiya karte hai, Hum hai ki unse ulfat karte hai. Kudrat ne takdir me 1 tuta tara nahi likha, Aur 1 hum hai k chand ki aas lagaye baithe hai.
Tu kahin bhi rahe sar per tere ilzaam tho hai, Tere haathon ki lekiroohon per mera naam tho hai, Mujh ko tho aapna bana ya na bana,teri Khushi Tu zamane mei mere naam se badnaam tho hai,
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi Mujhe pavon main bandhi zanjeer nazar ayi Teri yaad main nikal pare mere aansu Har aansu main teri tasweer nazar ayi.
Ashq beh beh ke mere khaak pe jab girne lage, Maine tujhko tere daaman ko bahut yaad kiyaa, Yoon bhi ek din tujhe barbad to hona tha, Naaz kar naaz ke us ne tujhe barbaad kiya.
Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Is ghum ke mausam mein, mera dil ro raha hai Aur alam kuch is tarah ho raha hai Hum jaag rahe hain, sara jahaan so raha hai
Aise likhne ka bhi kya fayda jo jhuta lage, Aise rang ka bhi kya fayda jo fika lage, Shayri woh hai jo dil se nikle, aur jise sunke, Her dil mein thoda sa to dard jage....
is dil say tere yad bhulai nahin jati yeh pyar ki dolat hay lutai nahin jati is dil say kesay tumhain bhulaon main har roz tu yeh duniya basai nahin jati