Pyar kya he,ye na jaan saka aaj tak khuda b, iski gehrai me dubne wala na ubar saka kabhi b, ye sirf dard aur ruswai hi deta hai, bhul k b ishq na karna kabhi b
Kisi aur ki bahon mein rehkar woh humse wafa ki baat karte hain. yeh kaisi chahat hai yaaro, woh bewafa hain yeh jaankar bhi hum unhi se mohabbat karte hain
Mujhe Itna Pyar Mat Karo Ke Dunya Mein Mashhoor Ho Jaoun Dekho Tum Mujh Se Bewafayi Mat Karna Aisa Na Ho Ke Teri Bewafayi Mein Dunya Ko Chorne Ke Liye Majboor Ho Jaoun
Mujhai dard-e-ishq ka maza maalum hai, Dard-e-dil ki intha maalum hai, Zindgi bhar mooskrane ki dua na do yaro, Mujhai pal bhar mooskrane ki saza maalum hai.
GHAM KO BECHKAR KHUSHI KHAREED LENGE. KHWAB BECHKAR ZINDAGI KHAREED LENGE. HOGA IMTIHAAN TO DEKHE GI DUNIYA. KHUD KO BECH KAR AAP KI KHUSHI KHAREED LENGE
Laut jati he duniya gam hamara dekhkar, jaise laut jati he lehren kinara dekhkar, tu kandha na dena mere janaze ko, kahi fir zinda na ho jau tera sahara dekhkar
mat puch mujh se mere sabar kii wasatain kahan tak hai sata kar dekh le zalim teri takat jahan tak hai sitamgar tujh se umeed kiran hogi jinhain hogi hamain tu dekhna yah hai kay tu zalim kahan tak hai
Ho sakta hai humne anjane me aapko kabhi rula diya, aapne duniya ke kehnepe hume bhula dia, hum to vaise bhi akele the duniya mein, Aaj aapne ehsaas dila diya.
Humne Maut Rok kar bhi tera Intezaar kia,Aye Dost Tery Jhootay Waday ka Intezar Kiya,Humne jaan deny may ik pal na ganwaya, aur tumne jan lenay may bhi nakhra hazar kia
Gam ke saye mein guzara hai jeevan humne, Apni palko ko aansuo se sajaya hai humne, Apni chahat ko kabhi pa na sake hum, Khud rokar dusro ko hasaya hai humne.
Agar main mar jau to mere jism ko jala dena,magar usmaise mere dil nikal lena.muje parva nahi dil jalne ki,muje parva hai usme rehne wale ek ” DOST” ki
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta, Jisko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahi milta, Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhrte rehte hai, Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta
dil ke rishte ab bhi nai choote bas dil roothe hain…. yaddo ke bandhan ab bhi nahi toote bas yadein roothi hain …. mai ussi modh par ab bhi hu bas teri rahein roothi hain…