Har raat ki ek subah aati hain,
Har dhoop ki ek chav aati hain,
Hume to har ghadi aapki yaad aati hain,
aur jab jab aati hai aapki yaad,
Yaad aati hai aapki har baat.
Dil ke bazar men, Mai sabse "GARIB" hu,
Khwabo ki dunya me, Ek hi "BADNASEEB" hu,
aapke paas mere liye waqt he nahi,
Or loog smjhte hai mai aapke sabse "QARIB" hu.
WO PAL B KYA PAL RAHA HOGA,
JAB KHUDA AAP JAISA DOST BANA RAHA HOGA,
PARESHAN HOGA KHUDA B US WAQT,
QKI HAR KOI APKO PAANE K LIYE KHUDA KO MANA RAHA HOGA.
Bahut tamana Thi kisi ko Apna Banane ki,
Bahut tamana thi kisi ka Ho Jane ki,
Par kya Pata Tha jiske Hum Hona Chahte Hai,
Unhe Adat Hi Nahin Thi kisi ko Apna Banane Ki.
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai...
Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai'
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...
Yeh Husan Wale Wafa Ki Keemat Kaya Jaane,
Be-wafa Hain Yeh Gam-e-Muhabbat Kaya Jaane,
Milta Ho Jinhen Har Mod Par Naya Hamsafar,
Woh Hum Jaise Deewano Ki Kadar Kaya Jaane....
tanhai na paye koi kisi k saath k baad, J
udai na paye koi kisi se mulaquat k baad,
na pade adat kisi ko kisi ki itani,
ki har saas bhi aaye kisi ki yaad k baad.
ak sawal jindgi se kiya karte hai,
ki hum is duniya me kyo jiya karte hai,
jab kisi ke pas, kisi ke liye waqt nahi,
to log riste kyo bana liya karte hai.
Dil mein ek dard liye jiye ja raha hoon,
Teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon,
Na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon,
Na jane khud ko kaun si manzil par liye ja raha hoon.
ab jindgi samjah me aai to zindgi se door the hum,
marna chaha par jeene ko majbur the hum,
har saza kabul ki humne sar jhuka kar,
kasur itna tha ki beksur the hum
ehsas ke daman me aansu girakar dekho,
mohbbat kitani hai sachchi meri azmakar to dekho,
apko bhoolkar kya hogi dil ki halat,
kisi aaine pe patthar girakar dekho.
Zindagi, Manjil, Waqt Kisi Ne Humara Saath Nahi Diya, Sab Par Se Puri Tarah Bharosa Uth Gaya. Is Duniya Se Ub Gaya Hai Ab Humara Jiya, Kisi Ko Kitna Hi Chaha Kam Reh Gaya.
Yeh Mat Pucho Tum Bin Hum Kya Kya Khote Rahe, Tumhari Yaadon Mein Hum Roz Kitne Rote Rahe, Na Din Gujre Hai Na Raatein, Bas Kuch Bechain Se Hum Hote Rahe
Teri Sanso Ki Khushbu Meri Sansoon Me Bas Gayee Hai, Teri Ankho Ki Chamak Meri Aankhome Ram Gayee Hai, Tum Is Tarah Se Mile Aor Bichhad Gaye Mujhe Ki, Ye Tanhayee Meri Teri Yadoon Se Saj Gayee Hai.
Umar Jalwo Mein Basar Ho Yeh Zaroori To Nehi Har Shabe Gham Ki Seher Ho Yeh Zaroori To Nehi Neend To Dard Key Bistar Pey Bhi A Sakti Hai, Unki Aaghosh Mei Sar Ho Yeh Zaroori To Nehi
Bagair Jane Pahechane Ikrar Na Kijiye, Muskura Kar Diloko Bekrar Na Kijiye, Phool Bhi De Jate Hai Zakham Gahere Kabhi Kabhi, Har Phul Par Yu Aaitbar Na Kijiye.
khete he zindagi ek kahani hai, Magar hum to ek badnam kissa bankar reh gaye. khud ki zindagi ki kahani to likhi nhi. auro ki kahani ka ek hissa bankar reeh geye
Gham Ne Hasne Na Diya.. Zamane Ne Rone Na Diya, Is Uljan Ne Chain Se Jine Na Diya, Thak Ke Jab Sitaro Se Panah Lee, Nind Aye To Teri Yaad Ne Sone Na Diya.