Hum Ne To Raaz-E-Ulfat Bhi Chupa Kar Dekh Lia Khud Ko Tum Se Juda Kar Ke Bhi Dekh Lia Tum To Mere Ho Kar Bhi Mere Na Ho Sake Tum Ko Kya, Zindagi Ko Bhi Aazma Kar Dekh Lia
Tum bin zindagi suni si lagti hai, Har pal adhuri si lagti hai… Ab to in saanson ko apni saanson se jodde, Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai…
Lagta hai dard ko mujhse pyaar ho gaya hai
Mujhse door jane ka naam hi nahi leta
Dard mai bhi muskurane ko kehta hai
Apne upar aansoon ka ilzaam bhi nahi leta
Duniya laut gayi mere gam dekh kar, Jaise laut jati hai lehre kinara dekh kar, Mere janaze ko kandha na dena.. Dosti me zinda na ho jau teri dosti ka sahara dekh kar.
hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh galat kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki bewafai se kuchh to sabak liya......
Humne Unki mohobbat me kudko bula diya, Unse bhi jada unko chaliya, Ab to bul bethe hai apane aasu bhi, Jab se unhone us chahat ki chaah ko bhi bula diya!!!
Jab mujhe laga ki mai unhe kho raha hu, aisa laga ke maut ke aagosh mai so raha hu. na hojaye unki bewfai mashur yaro, Unki yad mai mai kabr mai ro raha hu.
Waqt ne iss qadar uss gam ko bhi bhula diya,
Jab main jita tha har roz sirf ghut ghut kar,
Meri tanhai meri haqiqat ko bayan karti hai,
Aaj bhi aankhein muskurati hai toh bas nam ho kar.
Aisa pyar chahye jo hamain apna maan sakay Hamaray her dukh to jaan sakay Chal rahay hon agar ham taiz barish main Phir bhi pani main se aansoon ko pehchaan sakay!!!
Is do pal ki zindgi mey tanhai kyun hai, Logo ko hamse shikayat kyun hai, Is dunia mey insaan kam to nahi, Phir mere saath sirf meri parchai kyun hai...
Tanhai bhi hamari aajkal hum par hasti hai, Jaise koi machhali pani ke liye tarasti hai, Badalon ki tarah meri ankhen barasti hai, Bahut samjhaya maine apni saanso ko tham ja, Par ye bhi ab hume kaanto ki tarah chubti hai…
Pyas wo dil ki bhujane aaya b nahi, Kesa badal hai jis ka koi saya b nahi, Berukhi Is se bari aur bhala kia hogi, Ik muddat se humein os ne sataya b nahi,
har pal harwaqt usko yaad karta raha,
uski yaado ka koi pehra na raha,
apne pyar ka izhar na kar saka,
koi legaya usko aur mai rota raha aur rota raha...
Na Jane Kis Ulfat Main Hum Unse Dil Laga Baithe Apni Zindgi Ka Har Lamha Ashqon Se Saja Baithe Ek Ishara Kiya Tha Unhone Hamari Zindagi Se Jane Ka Us Be-Murravat Ki Yad Main Aashiyana Jala Baithe