kaash aapka dil na itna saqt hota,
hamareliye bhi aapkepas thoda waqt hota,
kash hamara dil bhi thoda saqt hota,
judaai ka ehsaas to hame na harwaqt hota
Us ka naam na lene ki kasam khai thi.
Pr in Chalti hui hawao ne us ki yaaad dilaai thi.
Is shayri se nafrat si ho gayi thi hme.
Pr us bewafa ki yaad ne ye shayri krwaa
Bichhadne ka naam na lo, hum tut kar bikhar jayenge
ye sitam na sahan kar payenge
Phir agar Aap lot aye bhi to kya
Jahan ki bhid main kahin hum najar na ayenge
Khuda hamari tarah aapko tanhai na de,
hum jee lenge tanha magar aapki judai na de,
hamari nigaho me basi rahe aapki surat,
aapko bhale hi hum dikhayi na de.
Ulfat mein duniya karti hai humse sawaal,
Un sawaalon ke jawaab dena hum jaante hain.
Zamana bey-imaani se jeet bhi gaya to kya,
Haar-ker bhi jeetna hum jaante hain.
Paas a ker sub hee door chalay jatay hein,
Akaylay thay hum akaylay reh hee jatay hain
Iss dil kas dard dikhayen kisay
Marham laganay walay hi zakm day jatay hein
Barbaad kr gayee woh zindgee pyar kay naam sy
Baywafai milee sirf wafaa ky naam sy
Zakhm hee zakhm diyee uss nay dawaa ky naam sy
Aasmaan b ro paraa mayray mohabat kay
Jindagi me bahut bar aisa waqt ayea, job aapko chahne wala hi aplo rulayega, Magar vishwas rakhna uksi wafa par, akele me wo aap se jyaada aasu bahayega.