ask bankar mere palako me bahane wali aansuo me tera deedar to kar sakta hoo jism to majboor hai rooh to majboor nahi mai tujhe paa nahi sakta magar pyaar to kar sakta hoo.
Guzarta hai meri har saas se tera naam aaj bhi, dhalti hai tere intezaar mai meri har shaam aaj bhi, tujko mujse ruthe ek zamana ho gaya, par hoti hai tere naam se meri pehchaan aaj bhi
Vo har purani yaad ko jhakjhor ke chala jata hai Sochte hai humne to ki thi vafa use apni jaan samjhkar Par jaane kyo vo lamha had se jyada tarfa jata hai
dar tha tumhe kho denge isliye kabhi paa na sake yaadon ko teri magar dil se bhula na sake shikwaa aaj bhi hai tere door jaane ka naam to honton pe tha par kabhi bula na sake
Teri bewafa hone ka subhah tha mujhe, Par behaya bhi hai iss-se hum anjaan the. Teri bholi surat pe kai baar qurbaan hue hum, Shayad dil masoom tha hum nadan the.
chhut raha hai mujhse har ek sahara, tut raha hai mujhse har ek asha ka kinara, kismat yahin hai mera dub ta sitara, dekh te hai kab aate hai maut ka ishara...
Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya, Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya. Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai, Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.
Har shayar ki shayari k peechhe gum nahi hota har sher me yaaron ishq chhupa nahi hota shayari to bas bahana hai un ulte sawalon ko poochhne ka ki ye hota to kya hota, wo hota to kya hota
sabr ker ki ye dard mit jaane ko hain aab muskura ke ye zakhm zayel ho jane ko hain.. wo na ashna nahi tere ishq se bus ek zara zid hain jo mit jane ko hain... aab muskura ki ye hijr ke mausam badal jane ko hain
Jab kabhi dil ko wo yadon sy rihai dega. Mere ander koi toofan sunai dega. Us sy milte hi ye ahsas hua tha mujh ko. Ye wohi shakhs hy jo lambi judai dega.
Phir dastak de raha hai koi Phir woh shaam aaney ko hai Phir koi tanha chorr jayega phir ye aanso bah jaaney ko hai koi kahdey us na aashna se k ab ye dil ghum se mit jaaney ko hai
USS PAL TUMNE DIL SE NAHI DIMAG SE KAAM LIYA USS PAL TUMNE AAPNA NAHI JAMANE KA KHAYAL KIYA YE MUHABAT TO HIMMAT WALO KA KAM HAI JAMANE SE KUCH NAHI MILA AUR OSE BHI GAVA DIYA