Ab Tu Gham Sehnay Ki Adat Ho Gai Hai. Aik Aur Ghum Seh Loo Gha Tu Kya Ho Ga Ab Tu Bin Tere Jeenay Ki Adat Daal Loon Ga. Aik Teri Judaai Seh Loon Ga Tu Kya Ho Ga
Ya Mere Khuda Kaisa Wo Khudgarz Nikla
Khud Bhi Tanha Raha Aur Mujhe Bhi Rula Diya
Kehta Hai Ki Wo Bhul Chuka Hai Sab Kuch
Fir Bhi Uske Dil Mei Ab Tak Pyaar Mera Hi Hai Basa Hua
Bichad gaye toh milne ki aas kya rakhna,
Hawa k jhokon ka hisab kya rakhna,
Bas is khyaal se muskura diya humne,
ke apni udasi se kisi ko udas kya rakhna.
Kaisi Ye Reet Kaisi Ye Chot Hai E-Khuda
Mein Jism Aur Meri Jaan Hai Mujhse Juda
Khila Khila Hai Manjar Charo Taraf Mere
Par Deep Dil Ka Mere Hai Bhuja Hua
Mohabbat ki dastan sunane aaye hain,
Tabaah karne k baad woh pyaar jatane aaye hain,
Aansu poch liye the humne kab ke,
Magar woh fir se humein rulane aaye hain.
Waqt ke sath chalte-2,Kho na jana, Khud ko duniya se chhipa kar rakhna, Ratbhar jag kar rona chaho jo kabhi, Apne chehre ko doston se chhipa kar rakhna
tum milo ya na milo tumhare na milne ka koi gum nahi tum pass se guzro ye bhi milne se kam nahi maana tere nazer ke qabil nahi hai hum qadar unse pocho jiose hasil nahi hai h
har ek manzar par udasi chaai hai, chand ki roshni me bhi kuch kami aai hai, akele achche the hum apne ahiyane me,
jane kyu lout kar phir aapki yad ayyai hain
Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye Hain Dobara Aaj Khuda Se Gila Kar Ke Roye Hain Kyon Na Likh Saka Tu Us Ko Taqdeer Mein Meri Yeh Aik Khayal Soch Kar Phir Hum Roye Hain.
kisi ko mohabbat ki achchhai ne maar daala, kisi ko mohabbat ki gahraai ne maar daala, bach na saka is mohabbat se koi, jo bach gaya use tanhaai ne maar daala.
Meri sari zindagi ko be sabub us nay kia Umar meri thi magar is ko basar us nay kia Rahbar mera bana gumrah krnay k liya Mujhko seedhay rastay say darbadar us ny kia
Kin lafzon mein itni kadvi kasili baat likhoon, Main sach likoon ke apne haalat likhoon, Kaise likhoon main chandni raatein, Jab garam ho ret to kaise main barsat likhoon.