- Wishes
- Top Contributors
- chandra kant tiwari Wishes
chandra kant tiwari Wishes Collection - Page 6
295 Wishes in Collection
Raat kitni chup si khamosh hai
Iske sine me koi baat dabi to hogi
Na isne kahi na hamne suni
Baat to baat hai juba par hi hogi
Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota hai
Thame koi hath to wo hath tumhara hota hai
chalti hai hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
KAL RAAT KISI KI ZUBAN SE AAWAZ NIKLI
CHAL NIKAL LE DEKH KE KOI PATLI GALI
MAINE TO SOCHA THA KOI PATAKHA HOGA
DOSTO NE KAHA WO THI RAAM KALI
usne mehndi laga rakhi thi
humne uski doli utha rakhi thi
hum ko maloom tha ke woh bewafa niklegi
issi liye humne uski behan pata rakhi thi
Tum haseen ho to hum bhi kuch kam nahi
Tum mehlo ki ho to hum bhi sadko ke nahi
Pyaar kar ke kehti ho ke shaadi shuda hoon
Kaan khol kar sun lo Kunware hum bhi nahi
main yeh nahi kahti
koi dil mein na samaye
main yeh nahi kehti ke koi arzoo na ban paye
per itna jaroor kahna hai
agar samajh sako
ke dil mein kabhi kisi ko
itni jagah na do
ke dil ke liye dhadakna hi
mushkil ho jaye......
tum se wafa ki umeed nahi karte
to rooth jao bina baat ke
yeh hum kabool nahi karte
narazgi ki wajha to batao
warna aise hi hum kissi
ko apne kareeb nahi karte
tumhari chhoti se chhoti baat
bhi bhulti nahi
yaad hai jo dil se jati nahi
apni yaadon se keh do
is tarhan se tang na karein
raat guzar jati hai or neend aati nahi
jinka sach hona kisi surat se bhi mumkin na tha
aisi aisi baatein aksar sochna achcha laga
pehle pehle tou nighaaon mein jachta nahi tha
rafta rafta dusra, phir teesra achcha laga.
kisi ki yadoon mein khona achha nahi lagta humein
kisi ke liye tanha jeena achha nahi lagta humein
hum to kaat chuke hain bohut phele tanha zindagi
ab phir se kisi ke liye marna achha nahi lagta humein
har dard ko chhupa denge hum
har zakham ko mita denge hum
tumhe aisa lagta hai ke
hum tum se pyaar karte hain
iss ehsaas ko bhi mita denge hum
hawa ka haath bataungi har tabahi mein
hare shajar se parindein main khud udda dungi
wafa karungi kisi sogwaar chehre se
purani qabr par qutba naya saja dungi
isi khayal mein guzri hai sham-e-dard aksar
ke dard hadd se badhega tou muskura dungi
main dil par jabr karungi tujhe bhula dungi
marungi khud bhi tujhe bhi kadi saza dungi
yeh teergi mere ghar ka hi kyun muqaddar ho
main tere sheher ke sare diye bujha dungi
Bichhad Kar Humse Kabhi Wo Bhi Tadpa To Hoga
Chand Lamhe Hi Sahi Wo Bhi Roya To Hoga
Beenayi Chashm Ki Kho Gayi Teer Reh Kar
Uske Naino Ko Bhi AshQone Bhigoya To Hoga
Mana tu mere saath nahi
par tere hone ka ehsas kam bhi nahi hai
Tu ayegi ye aitbar hai mera
na aaye to koi gum bhi nahi hai
Teri talaash me nikle hai garm jajbat mere
dard to hai par jism pe jakhm bhi nahi hai
Roj tanhai me chand se guftgu hoti thi
aaj bhi chand hai goya hum hi nahi hai.
Rab hume de do is jahannum se chhutkara
Hum kahi bhi reh lenge ban ke awara
Ye dil toh ban gaya hai jaise bechara
Kyuki yahan ab nahi hoga apna gujara
Dagamate hai kadam aankhein yun hi ho jaati hai nam
Barbas hi main ruk jaaya karta hon chalke do kadam
Zamaane wale ab humein paagal samajh ne lage hain
Koi ye na samjhe asar hai ye teri bewafayee ka, o-bewafaa sanam.
Wo lamhe humein yaad na rahe toh kya hoga
tere siva kuch bhi aabaad na rahe toh kya hoga
aisi hai yeh dil ki majbooriyaan kaise batau
inn saanson mein ab tera naam na rahe toh kya
hoga
" Dil diya aaitbar ki hadd thi, jaan de ye pyar ki hadd thi, Mar gaye par khuli rahi aankhen, ye mere intzaar ki hadd thi!"
Raat kya gayi sitaare chale gaye, Gairo se kya milu jab apne he chale gaye, Jeet to sakte they hum ishq ki baazi, Phir b uski khushi k liye hum haarte chale gaye!"
" Humne to Mohabbat me koi gilla na kiya, Lekin unhone hamari mohabbat ka koi Silla na diya, Humne maange bina sab kuch de diya, Aur unhone humein kuch maangne ka mauka bhi na diya!"
Bhulne k tujhe najaane kitne waade karte hai, Kaise bhulayun tujhe ye sochkar tujhe yaad karte hai, Jab b hota hai zikr jamaane me pyar aur wafa ka, To tumhe bewafa k bahaane yaad karte hai!"
" Jise humne dost maana usne humko chahne ka aaitbaar kiya, Jisko humne chaha usne muskurake kisi aur ka naam liya!"
Bhul gaye hum apne aapko, Aaine me b tumhe dekha karte hai, Hansi tere honto pe dekh kar gum apna bhula diya kartd hai, Nikalte hai ghar se khuda se teri shikaayat karne ko, Magar jab pahunchte hai Mandir To teri khushi ki faryaad karte hai
Dil ne kaha aisi tamanna kyon ki, Jo kabhi poori ho nahi sakti, Dil us ladki ko kyon diya, Jo kabhi tumhari nahi ho sakti!
" Nighaon me suna pan, dil b viraan hai, mere mehboob kya yahi pyar ka inaam hai, Tumne chaha aur raat din pooja maine, Mujhpar laga ye bewafai ka Iljaam hai!"
Hum wafa karke b akele hai, Woh bewafai karke bahut khush hai, Dukh is baat ka nahi ki unhone bewafai ki, Dukh to is baat ka hai ki humne wafa kyun ki!
Unko b humse waish he mohabbat ho Jaruri to nahi, Ek see dono ki haalat ho Jaruri to nahi, Dil ki chahat to kai Khwaab jaga deti hai, Haan magar saath me kismat b ho jaruri to Nahi!
Meri tanhaiyan karth hai jinhe yaad sada, unko b meri jarurat ho jaruri to nahi, Muskuraane se b hota hai byaan Gum-E-Dil, mujhko Rone ki bhi Aadat ho Jaruri to Nahi!
Dil main sirf chahat hai teri, Aur ye zindagi teri kahaani hai, Meri aankh se girta hai aansu, Tu samjhe to Heera hai na samjhe to Pani hai!