- Wishes
- Top Contributors
- 9799559922 Wishes
9799559922 Wishes Collection - Page 2
147 Wishes in Collection
Barasat me ho gayi mulakat unse,
Nazro ki sabnam ne karli baat unse.
Unki aankho me thee eesi kasis,
Mere Jism k rom rom ne karli mahobat unse.
Apke didar ko nikalte h tare,
Apki khushbu se chalti h bahare.
Apke pass h ese nazare,
Ki Chup-chup k chand b apko nihare.
Pyar nahi asan jo koi aam kar sake,
Ye to kam hai dil walon ka.
Panah mil jati ek her mod pe,
Pyar nahi milta hai kisi dildar ka.
Lete thee mere pyar ki duhaye jo,
Wo aaj pata nahi kis gali se gujrte hai.
Jinki aankhe her pal meri rah dekhti thi,
Unki aankho me basa aaj koi aur hai.
Meri Mahobatt ko wo meri majburi samaj baithe.
Dil humse lagaya per, Anpa gero ko bana baithe.
Humne bhi koi gum na kiya e mere mahboob,
Yaad me teri sarab ki bottal muh se laga baithe.
Chand b surya ki kiran se chamakta hai,
Or phool khilne k bad hi mahakta hai.
Pyar karne wale ezhar karte nahi,
Unki aankho se pyar chalkta hai.
Kisi ko aankh mat marna nahi to wo tuje pane ki dua mangenge.
Etna mat saja karo nahi to tumse budde b chumma mangenge.
Gar aasma me badal chhaye ho to samiyana kya karega.
Tumko humse gar sachi mahobat hai to jamana kya karega.
Tum mujse naraj ho ker , Kya mahobbat karne ki saja de rahi h.
Tere Isqe ki dariya me duba hoon, Aur tu kinare baith k maja le rahi h.
E mahobbat tere or b dost honge.
Tu khush rahe sada ye humare sabd honge,
Tumko ek gum na rulye kabhi,
Kyoki ek din duniya me hum na honge.
Jara apna naam to batyega.
Join kya kiya hai farmayega.
yo hi na armano ko machalne do,
Sham tak hi sahi CALL to kijiyega.
Shise k mukaddar me badal kyo nahi hota.
In Pattharo ki aankh me jal kyo nahi hota.
Her Zeel me pani h, her zeel me lahre,
Fir sab k nasib me kamal kyo nahi hota.
Wo pyar kya hoga jaha eetbar na hoga.
Zhuth k fasane hi milte rahe ees tarha,
Zindgi tu bata mere sath such kya hoga.
Kuchh gum bhulane k liye.
Kuchh yaade mitane k liye.
Hum to ees kadar pite hi chale,
Apni hsti ko mitane k liye.
Agar ye dard mera nasur bangaya to kya marham karenge tere aansu.
Chale aana tu lash pe meri, mumkin ho gir jaye tere aansu.
Her cheez me tera roop amar hai Bhagwan,
Fir her aadmi tum jaisa saral kyo nahi hota.
Her ganv me MUMTAJ janm kyo nahi leti,
Fir her mod pe ek TAJMAHAL kyo nahi hota.
Ma kisi khwab ki tarha se hoon, tum eesi khwab ki hakikat ho.
Jisko sadiyon se dhundta tha mai, tum usi pyar ki murat ho.
Tumko dekha to yo laga, tum hi dil ho, tum hi mahobbat ho.
Dil me bas gaye wo aankho se banaye jo taswir teri.
Door ho humse to kya, Chhu lete hai taswir teri.
Fir b tere beger e sanam takdir to nahi taswir teri.
Tumse achha gulab kya hoga, hure jannat ka sabab kya hoga.
Tum her sawal ka jabab ho, koi tera jabab kya hoga.