- Wishes
- Top Contributors
- 9799559922 Wishes
9799559922 Wishes Collection - Page 4
147 Wishes in Collection
Tute huye dil se ab yahi dua karte hai.
Rahe wo salamat jinhe hum yaad karte hai.
Kasam lete ha na ab dil lagayenge,
Hume dard mila use or na badayenge.
Jab yaad tumahari aati hai, to dil tham leta hoon.
Ansu tapak padte hai, jab tumahara naam leta hoon.
Kahfa hone se pahle khata bata dena.
Rulane se pahle hansna sikha dena.
Agar jana ho humse door ,
To jane se pahle hume apke bin rahna sikha dena.
Manzil ki rah se raste badal jate hai.
Waqt ki aandi se Insan badal jate hai.
Sochte hai unhe etna yaad na kare,
Lekin aankh band karte hi irade badal jate hai.
Her aayine ki kismet me tasveer nahi hoti.
Her kisi ki ek jaisi taQdir nahi hoti.
Bahut khusnasib hote hai “wo”
Jinke hatho me bichadne ki lakir nahi hoti.
Ansoo aajate hai aankho me, per hoto pe hansi lani padti hai.
Ye mahobbat bhi kya cheez hai yaaro,
Ek se karte hai hajaro se chhupani padti hai.
Advocate-Talak kar wane k 5000 lagenge.
Men-Pagal ho kya? Panditji ne 51 me shadi karye thi.
Advocate-To saale dekh liya na saste kam ka natiza.
Baithe thee aapki yaad me tanha 1 sham.
Liya 1 kagaj-kalam aur likha aapka naam.
Tasvir banai aapki aur diya ye pagam.
Zinda pakrne wale ko 1,00,000 ka enaam.
Apki kasis sarfarosh hai.
Apka nasha yu madhosh hai.
Kya kahe e DOST jis pagal kutte ne tumko kata,
Wo abhi tak behosh hai.
Mahobat ko log jab khuda mante hai.
Pyar karne walo ko kyo bura mante hai.
Jab zamana hai patthar dil,
Kyo patharo se dua mangte hai.
Hum kabhi tumse khafa ho nahi sakte.
Dosti k riste kabhi bewafa ho nahi sakte.
Tum chaho agar hume bhulaker so nahi sakte,
Hum tumko yaad kiye bina so nahi sakte.
Sagar k liye wo lamhe kya jiska sahil na ho.
Taro k liye wo raat hi kya jisme chand na ho.
Humare liye wo din hi kya jisme aapki yaad na ho.
Rooh jab isqe k halaat se ghabrati hai.
Zindgi banke teri yaad chali aati hai.
Etna kismat b na kare kisi ko paresa,
Kabhi rota hu tau kabhi khud per hansi aati hai.
Kisi k wade per zindgi tabah kar baithe.
Diwangi me ye kesa gunah kar baithe.
Ek bewafa ko pane k liye,
Hum apni tamam khushiya fanah kar baithe.
Subah se saam tak uska ehsas rahta hai.
Wo her pal mere sath mere dil me rahta hai.
Kaise na yaad aaye wo muze etna,
Wo dharkan banker dil me mere dhadkta rahta hai.
Apni bebasi per rona aaya hai.
Dusro se kya sikwa karu,
Maine apno ko aajmaya hai.
Her kisi ki tanhai door ki maine,
Lakin her mod pe khud ko tanha paya hai.
Kisi ki yaad sataye to kya kare.
Kisi se milne ko dil chahe tau kya kare.
Log kahte hai nindo me hoti hai mulakat,
Kisi ki yaad me nind na aaye to kya kare
Sagar k liye wo lamhe kya jiska sahil na ho.
Taro k liye wo raat kya jisme chand na ho.
Humare liye wo din hi kya jisme apki yaad na ho.
Hothon ko chua usne eehsas ab tak hai.
Ankhe num aur sanso me aag ab tak hai.
Waqt guzar gaya per uski yaad nahi gaye,
Uff wo pyar ka sawab ab tak hai.
Tute huye dil ko murabba bana gaye.
Ghar ko mere kachre ka dibba bana gaye.
Shadi k abhi 3 mahine hi gujare thee,
Na jane kis hisab se abba bana gaye.
Tuta hua phool khushbu de jata hai.
Bita hua pal yaaden de jata hai.
Her ek ka apna andaz hota hai.
Koi pyar me zindgi tau koi jindgi me pyar de jata hai.
Jindgi jine ko ek khwab milta hai.
Jahan her sawal ka zutha jabab milta hai.
Kise samje dost kise dusman,
Yahan tau her chahare pe ek naqab milta hai.
Pyar ka tohfa har kisi ko nahi milta.
Ye wo phool hai jo her bag me nahi khilta.
Es phool ko kabhi totne na dena,
Tota hua phool phir kabhi nahi khilta.
Kabhi Rooth na jana mujhe manana nahi aata.
Kabhi door na jana muje bulana nahi aata.
Agar tum bhool jao to tumhari marzi,
Muze tau bhool jana bhi nahi aata.
Zindgi ki haqikat sirf etni hoti hai.
Jagta hai Insan to kismat soti hai.
Apna huq khud se jyada samjate hai jis per,
Wo amanat akser kisi aur ki hoti hai.