- Wishes
- Top Contributors
- 9799559922 Wishes
9799559922 Wishes Collection - Page 5
147 Wishes in Collection
Chahat to aaj b utani hai unke liye, per kismat k hathon mazboor ho gaye.
Dekhi jo unme apne liye berukhi,Hum unki khushi k liye unse khud hi door ho gaye.
Hazaro jhopdiya rakh hoti h, jab zaker ek mahal banta hai.
Ashiko k marne per kafan b nahi milta,Hashino k marne per TajMahal banta hai.
Khoye Rahte hai teri yaddon me, hum khudh ko bhulaye baithe hai.
Naam likhdi hai jindi tere, tuje apna banaye hai.
Dil todane wale bahoot thee, jodne wala koi na mila.
Jisko apna kahate thee, wo geron ki bahon me mila.
Na milta gum to aankho k ansu kaha jate.
Duniya agar hoti chaman to virane kaha jate.
Achha hua apno me koi begana to nikla,
Gar sabhi apne hote to begane kaha jate.
Intzaar ki ab adat si ho gaye hai.
Khamosi se ek chahat si ho gaye hai..
Na sikwa na sikayat ki jaroorat hai,
Tanhai se mahobbat si ho gaye hai.
Tod gaye mera dil jo shisa samaz k.
Hum bhul nahi sakte unhe sapna samaj k.
Aaj bhi hum kahte hai Zamane se,
Tanee na dena koi unhe bewafa samaj k.
Jab pyar nahi hai to bata kyo nahi dete.
Kyo likha tune apni hatheli per mera naam,
Ye lagta galat hai to mita kyo nahi dete.
Hume b pyar karne ka khayal aaya.
Jab b aaya khud ko tanha paya.
Dhundte rahe es duniya me humsafer,
Lekin kisi ko MAJBOOR to kisi ko BEWAFA paya.
Karna hai dard ka ehsas to pyar karke dekho.
Apni aanko me kisi ko uatar k dekho.
Zakham hoga unko aansu tumhe ayenge,
Duniya jeet loge ek bar dil har k dekho.
Dil k bazar me daulat nahi dekhi jati.
Pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati.
Ek insan per luta do zindgi apni,
Pasand ho chiz to kimat nahi dekhi jati.
Mahfil me aaye baithe hai, hatho me unka dil chhupaye baithe hai.
Logo ne puchha kya hai, bahana bana diya ki mehandi lagaye bauthe hai.
Waqt ki najakat me aap bhula de chahe hume,
Par hum apko bhula nahi payenge.
Apki dosti ki kasam awaz do sapne me,
Hum haqikat me chale aayenge.
Beeti yaado me na dhundo hume.
Dil me hum bus jayenge.
Tamana ho agar milne ki to,
On karo apna mobile Inbox me hum miljayenge.
Har najer ko ek najer ki talash hai.
Dil me chhupa ek ehshas hai.
Apse dosti yuhi nahi ki humne,
Kya kare humari pasand hi kuchh khash hai.
Kami hai es duniya me aise logon ki,
Kisi ki parwah jo kiya karte hai.
Ahsaan hai apka mujpar,
Jo aap meri dosti ki kadar kiya karte hai.
Sayad meri yaad to tumko aati hogi kabhi-kabhi.
Janta hai khuda hum jee nahi sakte tere bager,
Esliye likh baithe hai sayari hum abhi-abhi
Izhare mahobat hame karna aata nahi.
Log to baate karte hai pyar me chand-tare todke lane ki,
Es tarha ka pyar to hume karna aata nahi.
Dua me meri koi chahra rahta hai.
Yadon pe usi ka pahra rahta hai.
bhulaye to bhulaye kese hum unko,
Mere ander jo mujse b gahra rahta hai.
Aakhon me arman diya karte hai.
Hum sab ki neend chura liya karte hai.
Palake aapki jab-jab bhi jhapkengi,
Samaj lena hum aapko yaad kiya karte hai.
Tu aaja tere bager mera dil nahi lagta,
Bin tere ye suna-suna jaha hai lagta,
Waqt gujar jata hai lekin
Har lamha muje khali-khali sa hai lagta.
Atma se atma ka samman kho baithe,
Chand lamho me apni pahchan kho baithe,
Ma insan ko insan kaise kaho,
Insan hi insaniyat ki pachan kho baithe.
Jab Pyar nahi hai to bata kyo nahi dete.
Kyo likha tune apni hatheli par mera naam,
Ye 'Word' galat hai to mita kyo nahi dete.
Tum kya jaano tum kya samjo kaise raat bitate hai.
Jab yaad tumahari aati hai takiye ko dil se lagate hai.
Sach to ye hai ki mere lahoo k katre-katre me tum ho.
Har aati-jati sanso ki ravani me tum ho.
Chain nahi es dil ko bager tere,
Kuki mere aas-paas sirff tum hi tum ho.
Darde dil tuze hua kya hai.
Aakhir es dard ki dava kya hai.
Hai gar pyar gunah to bata e khuda,
Maut se badi eski saja kya hai.