- Wishes
- Top Contributors
- ravindra singh Wishes
ravindra singh Wishes Collection
10 Wishes in Collection
Hamne Kya Bigara tha Jamane Ka ,
Ki Log Hath Dhokar Peechhe Pad Gaye,
Jinko Dost Samjha Tha wo Bhi,
Dusmano Ke Sath Ho Gaye.
Ye Hamari Khuda Se Tahe dil Se Mannat He ki Unki Jindagi Me Ho Khushiyon Ki Bharmarr,
Chehare Hansi Na ho Rukhsat Kabhi,Mann Me Rahe Hamesha Umang Hajjar.
Chahne Valon ke liye Hamesha Duaa Mangi Jatee He,
Galti unki Maf ki Jaati He, Raah Ho Andhere Me to Har Raah Roashan Ki Jaati He
Ankhoan Mme Ho Ansoo To To Hansi Di Jatee He.
Ye Apna He ye Paraya He, Ye Ek Vaham Hota He,
Marne Ke Bad Na Koi Sang Hota he,
Jite ji Kuch Pal Milakar Gujarle Varna,
Akele Ye jindagi ka Safar bada Berag Hota He.
Mahfil me jo yad ayen, tanhai me jo yad ayen, wo log khushnaseeb hote he,Dil hamesh jinke liye dua mange,Ese Log kam hi hote he.
Jab tak rah sath thi ham sath chalete rahe,
Rah mud gayee unki, to ham age bad gaye
Raste wapas aate nahi dobara
Jo bichad gaye vo bichad gaye.
Har apne se bhi jyada apne ho,
Duniya ki har ek chij se pyare ho
Dil ki dhadkan me rahte ho,
door hoke bhi kitne pass tum ho.
Tum yad ho ya tadap ho ya ho dil ki dhadkan
ya ho is jivan ki Antim Abhilasha
job bhi ho tum bahut Pyare ho,
ab na jana is jivan se karte he apse Asha.
Jite ji to jina pdega apke bina
Marne ke bad kese jiyenge apke bina ,
Mrne ke bad milne ka vada krdo,
Ab to marna bhi gavara nahi apke bina.
Tum apne ho ya paraye is dil ko kya batlaye
Is dil ke ghavo pr marham kese hm lagayen.
Tum spna ho hkikt nhi ye me janta hu,
Pr is pagl dil ka kese smjhayen.