- Wishes
- Top Contributors
- Malkit Singh Gill Wishes
Malkit Singh Gill Wishes Collection - Page 27
840 Wishes in Collection
Aasman k sair hum kr aye,
har ek tare se dosti kr aye,
ek tara sabse pyara tha,
jise hum apne sath le aye
Varna aap hi sochiye aap zameen pr kaise aye
Aapki ye kanjusi dil ko bha gayi,
hame v apne phone k balance ki kimat samajh aa gayi,
socha ab apko msg na kre,
pr kambakth ye dosti yaad aa gayi.
"Kujh milde ne lokki nitt sanu, kujh milde ne waang hawa ban ke..kujh yaad rehnde,kujh bhull jaande, kujh tere wang wass jaande saahan wich saah banke
"Lehro ko pyar tha kinaro se,par uski shadi ho gai sagar se...Kinaro ki preet lehro ko khinch lati thi, par badnam na ho mohabbat isliye wo laut jati...
Aankhon Me Udasiyan To Bahut Hain Magr.
Honthon Par Muskurahat Saja Rakha Hoon.
Kash Koi Humare Dil Ki Gahraion Ko Samjhe.
Hum Ne Khud Ko Khud Me Chhupa Rakha Hai.
Har rishta mila VIRASAT mein,
fir DOSTI kyon alag se banai hai
baaki rishtey banae khuda ne,
aur DOST khuda ki parchai hai.
Haskar wo gham ki saza dete hai,
zeher mai thoda pyar mila dete hai,
jab bhi Naam aata hai Unke Diwano ka,
log meri taraf ungliyan utha dete hai..
If people hurt you, don t mind it. Because as they say The tree which have the sweetest fruit gets the maximum numbers of stones! Keep smiling !
If you have love in your life it can make up for many things you lack but if you dont have it, no matter what else there is, its not enough! Keep Smiling!!
Is kadar hmari chahat ka imtehan na lijiye,
Q ho hmse khafa bayan to kijiye,
kr dijie maaf agr ho gayi hmse khta yu,
yaad aa kr AAP saja to na dijie
Jab aap paida hue,
Tab sara aakash JHUMA,
DEVTAO ne DANCE kia,
Ghi k diye jalaye gaye or BRAHAMAji bole: "CHALO CHUTKARA MILA".
Ab duniya wale bhugtenge.
Jab kavi aapko koi gum sataye,
koi baat dil ko na bhaye,
aankhe sagar chalkaye,
yaad karke dekhna hume
kya pata ek aanshu kum ho jaye.....
Kabir ka latest DOHA.
MISS U MISS U sab kahe,
par actually miss kare naa koe,
Agar koi kisi ko really miss kare,
to fir SMS band q hoe.
Kagaz pe humne zindagi likh di,
Ashkon se seench kar har khushi likh di,
Dard ko jab humne ubhara lufzon pe
To logon ne kaha wah kya gazal likh di.
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
band aakho me bhi sapne saja deti hai,
sapno ki duniya jarur rakhna dost,
kyuki hakikat to aksar rula deti hai....!!!
Kashmir ki waadiyon me,
Barfile hawaon me,
jheel k kinare baithi,
'Heer' ko Ranjhe ne kya kaha?
Heroin mat ban... Sweter pahan le...
Khamoshi me ek adaa itni pyari lagi,
apki dosti hume sabse nyari lagi,
ye na tute kabhi yahi dua hai,
kyun ki yahi duniya me hume hamari lagi
Khuda kare tujhe khushiya hazaar mile,
mujhse bhi achhe yaar mile,
meri girlfrnd tujhe bandhe Raakhi,
aur tujhe Ek aur behan ka pyaar mile!
KHUDA ne sapne me kaha,
Apne gamo ki yu numaish na kr,
apne nasib ki yu azmaish na kr,
jo tera hai tere dar par khud ayega, r
oz roz use pane ki khwaish na kr
Kismat pe aitbaar kisko hai,
mil jaye khushi inkaar kisko hai,
kuch majburia hai zindagi mei
Varna judai se pyar kisko hai
Koi dikha ke roe,
koi chupa ke roe,
hamen rulane wale hamen rula ke roe,
marne ka mja toh tab hai yaro,
jab katil bhi janaze par aakr roe.
Koi kare Yaad to use Yaad kijiye,
Dil ka paigam de to Kabul kijiye,
Har Sawal ka jawab Jaruri nahi,
magar hum Aapko krte hai Yaad uska Jawab to dijiye.
Kuch log zindgi me is kadr shamil ho jate hai,
agr bhulna chaho to or yaad aate hai,
bas jate hai wo dil me is kadr ki
aankhen band karen to samne nzr aate hai.
Lage na najar rishte ko jamane ki,
pade na zarurat ek duje ko manane ki,
aap na chod dena DOSTI ka sath
warna tamanna na hogi jine ki.
Likhu kuch aaj ye waqt ka takaza hai,
dil me dard abhi taza hai,
gir padte hai ansu mere kagaz par,
lagta hai kalam me sayahi kam ishq zyada hai
Mahfil me kuch to sunana padhta hai.
Gum chupakar muskurana padhta hai.
Kabhi aapke hum bhi dost the.
Aaj kal to apko dosti yaad dilana padta hai.
Mai bhi SMART hun,
Aap bhi SMART ho,
Mera RANG SAAF hai,
Aapka bhi RANG SAAF hai,
Bas Ek CHOTA sa FARK hai,
mai DIL ka SAAF hun
Aur aap DIMAG se SAAF hai.
Marne pe hame jannat mile na mile.
Yeh hawaye yeh fijaye mile na mile.
Sms karne me kasar mat chor yaar
kya pata waha network mile na mile.
Mast najron se dekh lena tha,
agar tamanna thi aazmane ki,
Hum to behosh yun hi ho jaate,
kya jaroorat thi muskurane ki....