- Wishes
- Top Contributors
- bharat channe Wishes
bharat channe Wishes Collection
17 Wishes in Collection
Soch kar uske bare muskarate hai ham,
Khud ko hi kahani sunate hai ham,
Jab bhi yaad karte hai usko,
Sari duniya ko us waqt bhul jate hai ham.
A Mujhe patthar Dil kahne Walo,
Patthar ki Haqiqat tum kya jano,
Kuchla jata hai ya bewajah kadmo tale,
Iske Siskne ki Awaz tum kya jano.
Waqt kahta hai mujhe Gawana mat,
Dil kahta hai mujhe lagana mat,
Dost kahta hai mujhe Ajmana mlat,
Aur ham kahte he ki hame Bhulana mat.
Jite the kabhi ham bhi Shan se,
mahak uthi thi Fiza kisi ke nam se,
Par gujre hai ham kuch aise mukam se,
Ki Nafrat si ho gayi hai mohabat ke nam se.
Aapko Hamari umar lag jaye,
Yahi khuda se fariyad karte hai,
Aapko kya khabar ki,
Ham Aapko kitna yaad karte hai.
Barso ke bad hoti hai mulakat,
fir bhi rahti hai Dil me Dil ki bat,
Nazro se karna padta hai pyar,
Par Nazar milane ke liye bhi karna padta hai Intzar.
Gam ki halat mai muskurana badi baat hai,
Thokar kha kar dil lagana badi baat hai,
Inkar kiya ho har bar jisne,
Har bar usi ko chahna badi baat hai.
Zindgi mai ek Aas baki hai,
Aisa lagta hai ki ab kuch hi sans baki hai,
Maut to Aayee to ham kahenge,
Zara rukh mere dost ke sath ek mulakat baki hai.
Apni to jindgi to ajib kahani hai,
Jis chij ko chaha hai wahi begani hai,
Haste hai to sirf duniya ko hasane ke liye,
Warna in Aankho mai sirf pani hai.
Rani
Kajol
Isha
Aish
Tanu
Shilpa
Sush
Kareena
A ur aapki
Choti behen KATRINA ne advance me aapko
HAPPY RAKHI bola hai
Aap sochte honge ki hamari
aur se aanewale sms ka
silsila kab khatam hoga?
Janab, ye to EKTA KAPUR
ke serial jaisa hai...
CHALTE RAHENGE
Dekha hi kya chand lamho me,
Dekhne ko Abhi sara jahan baki hai,
Abhi to ki hai thodi Duniya muthhi me,
Pane ko Abhi sara jahan baki hai.
Dil ki Awaz se nagme badal jate hai,
Waqt pe Apne badal jate hai,
Palko ko Sambhal kar Jhapkna,
Kyonki palke jhapkne se Sapne badal jate hai
Is pyar ka Aandaz kuch aisa hai,
kya bataye ki ye Aandaz kaisa hai,
Kon kahta hai ki tum chand jaise ho,
Sach to ye hai ki chand tumhare jaisa hai.
Ek dost hai jise ham Aapna mante hai,
Roz jiske liye ham duwa mangte hai,
Log bhi jalte hai hamse,
Kyonki wo bhi Aap jaisa dost mangte hai.
samundar mai gahrai ki tarah, pyar mai judai ki tarah,
dosti mai chahat ki tarah,mohbat mai wafai ki tarah,
meri zuban par Aap rahte ho duao ki tarah.
Zindgi mai koi khas tha,
Tanhai ke siva kuch na pass tha,
Pa to lete zindgi ki har khushi,
Magar dost teri kami ka ehsas tha.