- Wishes
- Top Contributors
- anaslove2k@yaho Wishes
anaslove2k@yaho Wishes Collection
215 Wishes in Collection
Itne Zakhm Khaye Huye Hai,
Ab Ishq Bhi Hota Nahi,
Darr Lagta Hai Iss Zamane Mein,
Kahin Sab Bewafa To Nahi.
Unki Hashmat Meri Gardish,
Unki Khushboo Mera Pasinaa.
Unki Nafrat Meri Chaahat,
Sab Ne Mushkil Kiya Mera Jeena.
Wo Jaanta Thaa,
Bahut Pasand Hain Baarishein
Mujhe,
Aur Issi Liye,
Jaate Samay Meri Aankhon Ko,
De Gaya Hai Saawan Ka Pata.
Aap haso to khusi mujhe hota hai
Aap ruthe to ankhen mera rota hai
Aap dur jao to bechaini mujhe hota hai
Mehsus karke dekho to dosti aaisa hota hai...Take Care
++Read in++ Punjabi- Dil v 13, 80 v tere. Hor 10, ki haal ae 13? Yara dosta 9, aenj nai 27 da. Ok g, ijazat 2. 32 Bujhao, te 100 Jao.
Feelings are many but words are few, clouds are dark but sky is blue; Luv is a paper, life is glue, every thing is false, only My Luv is TRUE.
Dil Hi Dil Mein Hum Tumhain Pyar Bahot Krtey Hain
Lekin Saach Hai K Bataney Se Bahot Dartey Hain
Khud Pe To Hai Yaqin Saanson Pe Magar Nahi.
Moat Se Nahi Aey "Khushi" Zindagi Se Hum Dartey Hain
Hum unke husn me is kader kho jaate hai
Unko bataane me jamaane lag jaate hai
Ek vo hai jo palke uthaate hai
Aur ek hi najar me sab kuchh keh jaate hai
A couple had a fight one night
Going to bed Husband says:
Good night mother of my 3 kids.
Wife Replied: Good night father of none.
TU HAIN MUJME SHAMIL MERE KHUN KI TARAH
TERA TASAWWARE JIKR BHI KARU KIS TARAH
CHAHE DOOR SAHI LEKIN TU HAIN IS DUNIYA MAIN
TERI UMMID REHTE HUAE MAIN MARU KIS TARAH
aaj mosan mein ajib se baathai bekabo se humare khayalat hai
ji chahat hai ki chura lun aapko aap hi se par mummy kehti haiki chori
karna paap hai
Aapko dekhane ki hasrat si ho gai hai,
Ab is kadar chaahat si ho gai hai,
Aap milo ya na milo hamse,
Par aapko dil me rakhane ki aadat si ho gai hai.
Aap to badi hasrato ke baad hame yaad karate hai,
Aap ke bina mar jaayenge,
Ham tumhe itana pyaar karate hai.
Har khafa, har berukhi ko tumhaari mohabbat samajhate hai,
Har naarajgi, har doori ko tumhaari chaahat samajhate hai,
Ae sanam ham to sirf tum se hi pyaar karate hai.
Aarjoo hai unako apna banaane ki,
Aas ab bhi hai unake laut aane ki,
Din-raat karate hai intajaar unaka,
Ae khuda kuch to sila mile mujhe wafa nibhaane ki
Sapne me tum rath par baithe,
Main tumhara saarthi,
Aapse milne ke liye roj karta hu main bhagwaan ki aarti.
Dosti ka paigaam jo aapko mila,
Dil ho gaya khush mit gaye saare gile,
Kisi dost ko nahi mila hoga dosti ka aisa sila
Ki saare gam ho gaye door mere,
Jab doston ke pyaar ka najrana mila.
Khamosh nigaahe aapki bahut kuch samajha gai,
Chup hai ham kyun majboori hai apni,
Beshak hame pyaar hai aapse,
Par itna bhi nahi ki ham vajood badal de apna.
Tumhaare dam se hai meri saanse,
Tumhaare dam se hai meri aankhen,
Tumhaare siwa nahi dekhenge kisi ko,
Mere sanam meri aankhen.
Ae rab tu hamaare pyaar ki duniya basa de,
Hoga karam tera sada ke liye ham ko mila de,
Tu dushmano ke dil me pyaar ki shama jala de,
Apne karam se beech ki har deewaar gira de.
Tumhaara ang-ang mere pyaar ki gawaai dega,
Maine hothon se tere badan pe likhi hai prem kahani,
Jiski sej par baithi ho tum mujhse muh mod kar,
Uske kaabu me na aayegi teri muh jor jawaani
Waqt ke is mod par ye kaisa waqt aaya hai,
Zakhm is dil ka jubaan par aaya hai,
Nahi rote the ham kaanto ki chuban se,
Aaj phulon ki chuban ne hamko roolaya hai
Yaado se dil bharta nahi,
Dil se yaade nikalti nahi,
Ye kaise majboori hai dost,
Ki aapko yaad kiye bina chain padta nahi.
Dosti me dil ko tamaasha dekha nahi jaata,
Hamse tuta hua dil aise dekha nahi jaata,
Apne hisse ki khushiya bhi de du tujhe,
Ae dost tera utara hua chehra mujhse dekha nahi jaata.
Peete nahi hai phir bhi teri chaahat me
Ham mehkhaane jaane lage hai,
Aap hi soche kitne pyare hai aap jo
Bhagwan ko chodkar ham aapki kasam khane lage hai.
Unase door bhala ham kaise reh paate,
Dil se unhe kaise bhula paate,
Kaash! ki wo saanso ke alava aaine me bhi hote,
Khud ko bhi dekhate, to wo hi najar aate.
Mere dil me mohabbat yaar ki,
Aakhon me chamak pyaar ki,
Dil me dhadkan mehboob ki,
Aur yaado me yaad aapki.
Dil jalakar mera muskurate hai wo,
Apni aadat se baaj nahi aate hai wo,
Poonch lete hai har raaj mujhse mera,
Apni har baat mujhse chupate hai wo.