[email protected] Wishes Collection
91 Wishes in Collection
woh bin bole har baat ka samjhna,
woh jhut mut ki takrar,
woh khamosh ikrar.
Isi ehsaas ka naam hai ‘Pyaar’…
woh kisi or se baat karne par chidna,
woh ek hansi mein sab bhula dena,
woh usko chup chup kar dekhna,
woh najro ke milte hi unka jhukna,
woh uske aa jane par khil jana ,
woh uske dur se dekhne par muskurana,
woh uske paas se gujar jane par ghabrana,
woh choti choti baaton par ruthna,
woh ek pal mein maan jana,
Kya hota hai ‘Pyaar’.
woh raaton ko jagna,
woh uski ek jhalak ko tarasna,
woh uski khushi mein khush hona,
woh uske dukh mein rona,
woh uske na hone par aankhon ka bhar aana,
Khushiyo ki koi aas na rahi,
kisise hum ruthe aisi koi baat na rahi,
khuda se kya sajda kare hum,
jub humpe khuda ki hi rehmat na rahi.
hume apna kehne wala shayad hi koi hota,
dil k karib rahne wala shayad hi koi hota,
hum unse ruthne ki koshish jarrur karte,
agar hume manane wala koi apna hota.
Ye dost itna to yaad kiya hota
Ek pyar bhara paigam to bhej diya hota
Kaise jeete hai teri yaad me
Ek baar haal to puchh liya hota
Badti rahe dooria to gum nahi
doorio se bhula de apko wo hum nahi
Yun to kathin hota hai wakt Judai me kaatna
magar judai me rote hai sachhe dil walo ke liye
Wo sam jannat se kum nahi
Meri suni aankhon ne unka intzar bahut kiya
Mere is dil ne unko pyar bahut kiya
Mar jau unko ek baar dekhne ke baad
Aisi dua maine rab se bahut baar kiya
Tere bichadne ka dukh hum sah nahi sakte,
bhari mahfil me kuch kah nahi sakte,
hamare girte ansu pakad ke dekh,
wo bhi kahenge hum tere bina reh nahi sakte…
A duniya badi bewafa hai samajhna,
Kahin dil lagane ki koshish na karna.
Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,
Kahin thaher jane ki koshish na karna.
Is Zamane Me Mera Koi Hamdard Nahi
Tu Bhi Na Chahe To Koi Harz Nahi
Kabi Thokar Kabi Ansu Kabhi Ruswayi Mili
Kaise Keh Du Ki Mere Dil Me Koi Dard Nahi
Rishte Hum to dil se nibhate rahe
par wo to hume bas bhulate rahe
bewafai wo aise karenge yakeen nahi tha
phir bhi hum unko khwab me dhundte rahe
Jabse pyaar mein dhoka khaya hai,Har husnwaale se dar lagta hai,Andheron ki to aadat nahi thi hamein,Ab yeh alam hai ke ujale se bhi dar lagta hai.
Bari asani se dil lagae jate hein, par bari mushkil se wade nibhae jate hein, lejati he mohabbat un rahun par, jahan diye nahi, dil jalae jate hein!!
meray dost!
jab main ne phool maanga
tum ne guldasta dia
jab paani ka qatra maanga
tum ne glass bhar ke dia
jab sms ka kaha
tum ne mujhe call ki
abay behra hai kia?
Jab Yaad Meri Aye To Rukna Mat
“Mere Paas Laut Aana”
Jab Raat Ka Diya Bhuj Jaye
Or Kuch Saaf Nazar Na Aye
To Darna Mat
“Mere Paas Laut Aana”
Aankh aapki bahey to aansu mere ho
saans aapki chaley to dhadkan meri ho
bas zindgi main yehi dil ki tamanna hai
key jab bhi aap ki yaad aaye aap mere saamne ho…
kya yaad hai tumhe woh din?
jab hum ek saath ghooma karte the?
jab humara kabza tha tumhare khayalon par raat aur din…
aur hum bhi tumse kam pyaar nahi karte the…
milta nahi hai pyaar aasaani se zindagi mein,
mera naseeb bhi kabhi khula tha…
par ab toh dil mein pathjhad hi hai,
fir bhi aisa lagta hai ki tum aayethe kal bahaar banke meri zindagi mein…
tumhi ko dil diya,tumhi ko jaan denge,
kabhi mujjhse yeh kaha karte the,
inhi baaton ke sahare tumhara intezaar kara..
inhi yaadon mein apni zindagi bita denge…
tum mujjhe chhod kar chale gaye,
is baat ka mujjhe gham nahi hai,
gham hai toh sirf is baat ka ,ki tum,
humse apna dil bhi chhheen kar chale gaye
Yaad aate hai to zara kho lete hai
Aasu ankho me uter aye to zara ro lete hai
Nind aakho me aate nahi laken
Aap khwabo me aaye yahi soch kar so lete hai…
Khuda Se Scooty Mangi To Car Mili Ghar Manga To Bangla Mila Phone
Manga To Mobile Mila 50 Lac Manga To Apka Addrs Mila Kab Lene Aau?
Khafa bhi rahte hai or wafa bhi krte h, Is tarha woh apne pyar ko baya bhi krte h, Janne kasie narazgi h hmse unko, Khona bhi chhte h, or pane ki dua bhi krte h
Mohabbaton mein zara si kasak zaroori hai
Shikayaton ke gulon ki mahek zaroori hai
Koi sawal karoon main tumse toh naaraz mat hona jaan
Kyun ki sachche pyaar mein thoda sa shak zaroori hai
Hum hatho ko dekhte hue soch rhe hai k ye zindagi kis ke naam kare...Us k naam jo Dil ki dhadkano me hai...Ya fir us ke naam jo hatho ki lakiron me hai...
Apki aarzu meri zindgi ka vo khwab hai, jiski manjil hi nhi raasta bhi kharab hai, hasi se mere jakhm ka andaza na lagana, is dil ka har panna Dard ki kitab hai.
Ajnabi rehna per kisi ka intzar mt krna, kisi k pyr k liye khud ko bekrar mt krna, accha sathi mil jaye to hath tham lena, per dikhave k liye kisi se pyar mt krna.
Hum unse or woh humse juda ho gye, Aa gye woh mere janaze mein to saare wade wafa ho gye, Jhuk kar usne meri kabr se kaha, Aap to sach me hmse khafa ho gye.