- Wishes
- Top Contributors
- Jassi Dhillon Wishes
Jassi Dhillon Wishes Collection - Page 3
102 Wishes in Collection
Wo Paas Aate To Hum Baat Kar Lete
Wo Saath Rehte To Pyaar Kar Lete
Kya Majburi Rahi Jo Wo Chale Gaye
Wajah To Batate Hum Intzar Kar Lete
Chand Alfaz pyar bhare aur kuch nahi,
Shayad yahi thi unki chahat aur kuch nahi,
jaan jayenge wo bhi mohhabat kya hai,
Bas ek meri jaan jayegi aur kuch nahi!!
Ek Pal Laga Muje Unse Nigahe Milane Me
Kuch Pal Lage Nazar Unse Htane Me
Har Pal Ati He Unki Yad Muje
Kafi He Ye Dard Muje Pal Pal Mitane Me
Har Kisi se Nazar milaya nahi karte,
Youn kisi se dil nahi karte,
bahut poochenge log tumse hamari baatein,
yeh dil ki baatein hai,har kisi ko bataya nahi karte.
Subah ke sath ek khwaish mangi thi,
Bahot hi choti si farmaish mangi thi,
Ek khusi thi ke aap ki awaz se subah ho hamari,
Kaha humne kisi ki jaan mangi thi ?
Bat bat pe log ruth jate ha
hath unse anjane me chuut jate he
kethe ha bada najuk ha pyar ka rista
isme haste haste b dil toot jate hai??
Rona b chaho to wo rone nai dete
Wo Shaks to palke b bhigone nai dete
Aate he khayalo me kaun ye aksar
jo mujko kisi or ka hone nahi dete
Maanta hun ki zindagi bhi tadpati hai,
Par mohabbat to jeena sikhati hai,
Zindagi mohabbat nahi ho sakti kabhi,
Par mohabbat zindagi ban jaati hai.
Mai janta hun ke ye khwab jhute hain,
Aur ye khushiya adhuri hain;
Magar jinda rehne ke liye mere dost,
Kuchh galatfaimiyan jaruri hain!!
woh mil jaate hain kahani ban kar
dil me bas jaate hain nishani ban kar
jinhe hum rakhte hain apni aankhon me
kyun nikal jaate hain wo pani ban kar
aankho se armamn jiya karte hai,
sansose insan jiya karte hai,
jab jab tumhari palak jhapakati hai,
soch lena hum tumhe yad karte hai,,,,
Peete nahin hai Fir bhi,
Aapki Dosti Mein Dub Jane Lage,
Aap Hi Sochiye Kitne Pyare Ho Aap,
Jo Khuda Ko Chod Ke Hum Aapki Kasme Khane Lage.
Hum jinka intezaar karte hain
Woh kabhi aate nahi hain
Aur jo aa jaate hain saamne
Unka intezaar hum karte nahi hain
Jagaya unhone aisa ki aaj tak so na sake,
Rulaya unhone aisa ke sabke samne ro bhi na sake,
Jaane kya baat thi unme,
Jabse mana unhe apna tabse kisi ke ho na sake.
Tere pyaar mein mere sanam,
hum khud se mulaquat kar bhete
Chalte chalte bas yunhi achanak,
hum zindagi se mulaquat kar bhete.
Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,
woh sochte hai hum roye hi nahi,
woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
hum hai ki ek umr se soye hi nahi…
Dekhi hai humne duniya jahaan husne-e-bazar ke,
too uhin ruk jaye hamari nazar ye itni sasti nahi,
koi hoor, koi noor ya koi zannat ki pari ho to kya,
dava hai hamara tik jaye tere samne aisi koi hasti nahi
Jalate hai hum apne dil ko diye ki tarah
Teri Zindagi main khushiyon ki roshni lane ke liye
Seh jate hai har chubhan ko apne pairon tale
Teri Rahon main phool bhichane ke liye.
Gum Na Ho Waha Jaha Ho Fasana Tera,
Khusiyan Dhundhti Rahe Asiyana Tera,
Wo Waqt Hi Na Aaye Jab Tu Udas Ho,
Ye Duniya Bhula Na Sake Muskurana Tera….
meri har ek baat main tum ho,
mere har jasbaat main tum ho,
meri ek ek raat ke saaye main tum ho,
sapno main tum ho,
haqiqat main tum ho,
phir bhi tum meri zindgi main shaamil nhi ho.
Apni mohabat ka izhar karne wala hun…
chitthi nahi taar karne wala hun ….
koi haseena to ab ghas dalti hi nahi
koi haseena to ab ghas dalti hi nahi
isi liye ek budiya se ishq karne wala hun.
Socha Tha Chain Se Soyenge kabr Me
Par Yaha Bhi Teri Yaaden Satati Hai
Palken To ZamaneSe Band Hai
Par Aankhe Aaj B Tere Hi Sapne Sajati Hai
Na chahte hue bhi ho gaya hume aapse pyar
Na chahte hue bhi hum gaye aap par dil haar
Na janu ye kaisi hai majhdhar
Ki ab toh dil ko har pal hai aap hi ka intzar
Zindagi to ek khwab hai,
Woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay,
Hath ke lakiron ko kismat na samajhna,
Kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay
Who ik dost jo pyara sa lagta hain,
Bahut pass hai dil k phir bhi juda sa lagta hain,
Bahut dino se aaya nahi koi paigam uska,
Shayad kisi baat pe khafa sa lagta hain
Kin lafzon mein itni kadvi kasili baat likhoon,
Main sach likoon ke apne haalat likhoon,
Kaise likhoon main chandni raatein,
Jab garam ho ret to kaise main barsat likhoon.
Engineer Woh Hai Jo Aksar Phasta Hai
Interviews Ke Sawaal Mae
Badi Companiyon Ki Chaal Mae
Boss Aur Client Ke Bawaal Mae
Meri sari zindagi ko be sabub us nay kia
Umar meri thi magar is ko basar us nay kia
Rahbar mera bana gumrah krnay k liya
Mujhko seedhay rastay say darbadar us ny kia
Chahe ghussa karo,
Chahe galiyan do,
chahe sir pito,
Chahe mobile toro,
chahe ghar ka saman bikhair do
Hum tu isi time GOOD MORNING kahenge
Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye Hain
Dobara Aaj Khuda Se Gila Kar Ke Roye Hain
Kyon Na Likh Saka Tu Us Ko Taqdeer Mein Meri
Yeh Aik Khayal Soch Kar Phir Hum Roye Hain.