- Wishes
- Top Contributors
- mukesh bhati Wishes
mukesh bhati Wishes Collection - Page 2
59 Wishes in Collection
Mera Dunya bhula kar bas Tera hone ko Jee chahe
Yun sab k samne Athkelyan karti hai ye Tujh se
K Mera Be-Irada hi HAWA hone ko Jee chahe
Jab bhi tum pukaroge, hum daude chale aaenge.,
kafan me lipte chita se uth ke chale aaenge.,
agar jal gaye to koi gum nhi JAAN,
rakh banke hum udte chale aaenge.
Pani ki bunden phulon ko bhigo rhi hai,
Thandi do lehrein ek tazgi jga rhi hai,
Ho jaiye aap bhi inmein shamil,
Ek pyari c subha apko bula rhi hai…
tere hothon se lag kar yeh hawa sharab ban gayi
aankhon se lag kar yeh hijaab ban gayi
aur gaalon se lag kar yeh gulab ban gayi.
sach hi kahti hai yeh duniya jaaneman
ki mujh se mil kar tu laajawaab ho gayi
bohat lateef hai tera andaz-e-ikraar sanam
Uspar Tera Mann Hi Mann Baat Karte Rehna
Tu Hamare Dard Ki Fariyad Sune Na Sune
Apna To Farz Hai Tujhe Pyar Karte Rehna
ask bankar mere palako me bahane wali
aansuo me tera deedar to kar sakta hoo
jism to majboor hai rooh to majboor nahi
mai tujhe paa nahi sakta magar pyaar to kar sakta hoo.
kitna mante hai tumhe,
yeh batae kaise,
apni deewangi dikhaye kaise,
dosti bhi anmol hai aapki,
kuch lafzon se samjhai kaise.
USS PAL TUMNE DIL SE NAHI DIMAG SE KAAM LIYA
USS PAL TUMNE AAPNA NAHI JAMANE KA KHAYAL KIYA
YE MUHABAT TO HIMMAT WALO KA KAM HAI
JAMANE SE KUCH NAHI MILA AUR OSE BHI GAVA DIYA
USS PAL HUM INKAAR NA KAR PAYE,
ZAMANE KE DAR SE IKRAR NA KAR PAYE.
NA THI JINKE BINA ZINDGI MUNASIB,
**** GYE SATH WOH AUR HUM SAWAL NA
KAR PAYE.
Phir dastak de raha hai koi Phir woh shaam aaney ko hai
Phir koi tanha chorr jayega phir ye aanso bah jaaney ko hai
koi kahdey us na aashna se k ab ye dil ghum se mit jaaney ko hai
sabr ker ki ye dard mit jaane ko hain
aab muskura ke ye zakhm zayel ho jane ko hain..
wo na ashna nahi tere ishq se
bus ek zara zid hain jo mit jane ko hain...
aab muskura ki ye hijr ke mausam badal jane ko hain
Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
Har shayar ki shayari k peechhe gum nahi hota
har sher me yaaron ishq chhupa nahi hota
shayari to bas bahana hai un ulte sawalon ko poochhne ka
ki ye hota to kya hota, wo hota to kya hota
Agar ho vaqt to ek mulaaqat dijiye,
Dil kuch kehenaa chaahe to kuch baat kijiye,
Yu to mushkil hai humse door reh paana,
Par ek lamhaa mil jaaye to hume yaad kijiye
“Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai.”
Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,
Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.
Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,
Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi…Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi…
Jitna marzi kisi ko apna bana lo,
Jab ankh khulegi… Tanhai hi milegi !
kuchh beete hue lamho se mulakat hui
kuchh tute hue sapno se baat hui
yaad jo karne baithe un tamam yaado ko
to aapki hi yaado se shuruat hui
mere jeene ke liye tera armaan hi kaafi hai,
dil ke qalam se likhi ye dastaan hi kafi hai,
teer-e-talwaar ki tujhe kya zaroorate ai nazneen,
qatl karne ke liye teri muskaan hai kafi hai.
dil ki basti bikhar gayi hoti,
ki rooh ke ye zakhm bhar gaye hote,
yeh zindagi to aap ki amaanat thi warna,
hum to kab ke mar gaye hote!!
chhut raha hai mujhse har ek sahara,
tut raha hai mujhse har ek asha ka kinara,
kismat yahin hai mera dub ta sitara,
dekh te hai kab aate hai maut ka ishara...
Teri bewafa hone ka subhah tha mujhe,
Par behaya bhi hai iss-se hum anjaan the.
Teri bholi surat pe kai baar qurbaan hue hum,
Shayad dil masoom tha hum nadan the.
Dhoka pyaar mein mile to khana chahiye
Zehar jaam mein mile to pi lene chahiye
Bewafaa tere marne ke baad roye, Shayad Pratham
Isliye zehar pi ke muskurana chahiye
dar tha tumhe kho denge isliye kabhi paa na sake
yaadon ko teri magar dil se bhula na sake
shikwaa aaj bhi hai tere door jaane ka
naam to honton pe tha par kabhi bula na sake
andheri zindagi ke aaftaab they tum,
meri raahon ke mehtaab they tum
giri bijli to bhi meri hi jameen pe
aur hum apna aashiyaan bachaa na sake
jo saanson me basi hai woh khushboo they tum
meri pehli tamannaa aakhari aarjoo they tum
diya to bahut dene wale ne magar
hum hi apna daaman phaila na sake
gam hai ki tumhe apne pyaar ka ehsaas karaa na sake
tum rooth na jao yeh soch ke tumhe manaa na sake
tum gair ke na ho jao kisi mod par
is dar se kabhi tumhe apnaa na sake......
Hathon ki lakiron main kismat hoti hai,
Milna aur bhul jana logo ki fitrat hoti hai,
Bikharta to har koi hai dard me,
Magar gum bhulana ensaan ki jarurat hoti hai
Showing 31 - 59 of 59