- Wishes
- Top Contributors
- Brijesh Rai Wishes
Brijesh Rai Wishes Collection
53 Wishes in Collection
Dil karta hai,1 patthar loon,aur uss par pyar se likhoon,i miss u.....
Aur phir kheench ke maroon tere sar pe,tab pata chale,kitna dard hai teri yaad mein..
Hamne tumhare yadon mein,
ro ro ke tub bhar diya,
magar tum itne bewafa nikle,
ki naha ke chal diye........
Zindege ka safar u he guzar jayega,
7 pheron ke saath koi tumse bandh jayega,
abhi bhi waqt hai kisi se pyaar kar lo,
kya pata kal kaun sa cartoon tumhare saath bandh diya jayega...
Main Brahmachari, Tu Brahmachari
Jidhar dekhi nari, Udhar line mari,
Pati to pat gayi nahi to,
Phir se Brahmachari
Kitne haseen ho tum,
Khud ko duniya ki nazar se bachaaya karo….
Aankhon mein kaajal lagaana hi kaafi nahin….
Gale mein nimbu-mirch latkaaya karo.
Kabhi hausla aazma lena chahiye,
Bure waqt me muskara lena chahiye,
Jab saat din me bhi khujli naa mite to,
Aathve din achhe se naha lena chahiye
Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,
Uski har adaa par ghazal bana denge,
Agar wo aa jayegi meri zindagi me,
To lalu ki kasam Bihar me bhi Tajmahal bana denge
dil karta hain tere paas aaoon
dil karta hain tere paas aaoon
larki ne kaha
chappal chalegi yaa
sandal nikalooon
Teri galtiyon ko maaf kaun karta,
Main na rehta to insaaf kaun karta,
Khuda salamat rakhe mere dost ko,
Warna meri shaadi main plate saaf kaun karta
Bharnay Lagi Thi Baat To, Bhai Keh Diya
Thaama Jo Un Ka Haath To, Bhai Keh Diya
Rooz Kehtay Rahay, Kabhi Sajh Kay Aoo Ghar
Laanay Lagay Baraat To, Bhai Keh Diya
Niyat -e- Shouq Bhar Na Jaye Kahi
Saas Zalim Mukar Na Jaye Kahi
Na Mila Kar Udaas Logo Say
Tera Make Up Utar Na Jaye Kahi
Nigahaon Se Nigahein Milaker To Dekho,
Dil Ki Baat Bataker To Dekho,
Sab Ayege Tumare Pass….
Bus Lagatar Ek Hafta Nahaker To Dekho.
Tum Se Tasveer Dil Behlane,
Ke Liye Nahin Mangi Thhi.
Bachche Zid Karen To Unhe,
Daraane Ke Kaam Aani Thhi.
Oh Mere Appu Ki Maa
Abbu Pe Ka Bit Rahi Tu Ka Jaane
Appu Maa Maa Pukaare
Abbu Amaa Amaa Pukare
Jab Se Tu Gayi,Roshni Chali Gayi
Saansh Bas Chal Rahi Hai
Dil me hamare baat tab bahut khatki,
jab ek bail ko sadak par T.V. dekhte huye paya,
Mamla sara tab samajh me aaya
jab Miss Palam pur ko dekhkar wo muskuraya
Jado Tera Viah Hovega,
Mera Dil Te Akhian Ron Giyan,
Main Guru Granth Sahib Chakk Ke Bhaj Javaga,
Pher Terian Lavaan Kive Hon Giyan.
Ye Mirch-Masale Bechne Wale, Logon Ki,
Aankhon Mein Aansoo Late Rahate Hain,
Kuchh To Khate Waqt,Kuchh Enke,
Ishtayhaar Se Chalne Wale Seerial Laate Hain.
Nazrein Milleen, Reaction Hua
Kuch Is Tarah Love Ka Production Hua
Lagne Lage Us Ke Ghar Ke Chakkar Aise
Nucleus Ke Charon Taraf Electron Hon Jaise
Aankhon Se Jhalakta Tha Kuch Is Tarah Ka Pyaar
Bin Piye Hi Ho Jata Tha Alcohol Ka Khumar
Benzene Sa Hota Tha Uski Presence Ka Ehsas
Andhere Mein Hota Tha Radium Ka Abhas
Abhi Practical Mein Aaye Nazar Ek Ladki
Sundar Thi Naak Uski Test Tube Jaisi
Baaton Mein Uski Glucose Ki Mithas Thi
Sanson Mein Ester Ki Khushbu Bhi Sath Thi
Mujhko samajh na aya aaj tak
teacher ka yeh funda.
Humein bana deti thi murgha
aur khud copy pe deti thi anda.
Jalaa do ise, phoonk daalo yeh monitor
mere saamne se hataa daalo yeh modem
tumhaara hai tumhi sambhaalo yeh computer
yeh Product agar chal bhi jaaye to kya hai?
Har ek keyboard ghayal, har ek login pyaasi
excel mein uljhan, winword mein udaasi
yeh office hai ya aalame microsoft ki
yeh Release agar ho bhi jaaye to kya hai?
Yahaan ek khilona hai programmer ki hasti
ye basti hai murda bug-fixers ki basti
yahaan par to raises hai, inflation se sasti
yeh Review agar ho bhi jaaye to kya hai?
Yeh document, yeh meetings, yeh features ki duniya,
yeh insaan ke dushman, cursors ki duniya
yeh deadlines ke bhooke, management ki duniya;
yeh Product agar ban bhi jaaye to kya hai?
Showing 1 - 30 of 53