- Wishes
- Top Contributors
- laxman bhalerao Wishes
laxman bhalerao Wishes Collection
45 Wishes in Collection
WHY V Dnt study da whole year and spend sleeples nyts durng EXAMS?
Bcz,
Sahil k sukon se hame inkar nhi
pr..
TUFANO se kashti nikalne ka maza he or hai.
Uske dushman hai bahut aadmi acha hoga Woh bhi meri tarah shahar
me tanha
hoga Itna sach bol ke hontho ka tabassum na bujhe Roshni khatm na kar
aage
andhera hoga
Zindagi mai kuch na mila humko to kya gum hai Aapka pyar mila
humko kya ye
kam hai Aapki dil mein ek chotisi jagah jo palun to woh jagah kya
tajmahal se
kam hai
usko chaha bhi to izhaar karna na aaya,kat gayi umr saari hamein
pyar karna
na aaya.usne manga bhi agar kuch to judai mangi,aur hamein inkar karna
bhi na
aaya!
Har subha apki hseen ho, har sham apki rangin ho, khuda aapka
naam is kadar
kare roshn ki har shkhs apko pane ka shokin ho.
Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata,Humse tuta hua sisa dekha
nahijata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper, Humse tera utra hua chehara
dekha
nahijata
Dhoop hoti hai suraj se, jalna zameen ko padtaa hai, mohobbat
hoti hai aap
se tadapna hum ko padta hai..
Yaaden teri rakh di hai sambhalkar,
Dur kahi is dil se nikalkar.
Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar,
in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..
Kaun kehta hai dil pagal hai
Pagalpan to sirf aik bahana hai
Aik bar hans kar muskura kar to dekho
Yeh pagal tumhara deewana hai…
Aashiq ne pucha khuda se,
Tune duniya ko pyaar ka dushman kyu bana diya?
Khuda bola aashiqo ne kaunsa mere saath accha kiya,
Unhone ne bhi toh yaar ko khuda bana diya…
moti sagar ke dil me hota hain
unhe kinaro pe dhunda nahi jata
aap jaise log takdir se milte hain unhe hato
lo lakirro main khoja nahi jata
In aakhon mein aasu aaye na hote..
Wo jo mud mudkar yu muskuray na hote..
Unke jane ke baad ye Gam hota hai…
Kaash wo Zindagi Mein Aaye na hote..
Yaad aane wale yaad aae ja rahe
hain,Mere khyalon ki duniya par chae
jaa rahe hain.Hum kuch keh rahe hai
par wo chup hai,Bas mera msg padh
kar muskurae ja rahe hai..
jeevan mein shayad kabhi na mil paao, bas
bichad jaaoge tum shayad humare na ban
paao, par muskuraoge tum raat andheri hogi,
phir-bhi jhilmilaoge tum humein aur koi nahi,
bas yaad aaoge tum
gujarte hai meri saaso me tera naam aaj bhi,
dhalti hai tere intezar me meri shaam aaj bhi,
tujko mujh se bichde zamana ho gaya, magar
hoti hai tere naam se meri pahchan aaj bhi
Hansi Labon Pe Aur Awaz Mein Khanak Rakhten Hain,
Dil Mein Daba Ke Dard Juban Pe Pyar Rakhten Hain,
Kahin Chalak Jaye Na Aansu Darte Hain Hum,
Isliye Har Waqt Hoton Pe Muskaan Hum Rakhten Hain.
Najane Q Humein Ansu Bahana Nahi Aata
Hall Apna Bhi Zuban Pe Laana Nahi Aata
Q Dost Bichar Jate Hain Hum Se
Shayad Hamein Saath Nibana Nahi Aata
Shayad Hame Woh Bhulaane Lage
H Yuhin Apne Aap Ko Behlaane
Lage H Khawab The Hamare,
Tasvoor Main Woh The Yuhin Dil Ko Hum Behlaane Lage H.
Teri Tasvir Aankho Me Basi Kyu Hai,
Jidhar Dekho Udhar Tu Hi Kyu Hai,
Teri Yadon Se Taqdeer Hai Lekin,
Tujhe Na Paakar Taqdir Ruthi Kyu Hai.
Aadat Hai Teri Yaad Ane Ki.
En Aankho ko Teri Ek Zalak Pane Ki,
Hamari To Tamanna Hai Apko Pane Ki
Par Shayad Aapki Aadat Hai Hame Tadpane Ki !!
Tamannaye to dil ki hasrat he
puri ho jaye to hum khush kismat he
na puri ho to gam kya krna
adhuri rehna to tamannao ki fitrat he
Geeta- “Seeta, meri ghadi kho gayi,
kya tumne kahi dekha hai?”
Seeta- “Nahi, chalti thi ya band thi?”
Geeta-”Chalti thi|”
Seeta- “Tab jaroor kahi chalkar gayi hogi
Khushi aap ke liye-gam mere liye,
Jindagee aapake liye-maut mere liye,
Muskurana aap ke liye-aansu mere liye,
Sab kuch aapke liye or aap mere liye.
Kisi bhi mod par ham aapko khone nahi denge,
Juda hona bhi chaahe, chaandni raato me,
Aayegi hamaari yaad, hamaari yaad ke wo pal,
Aapko sone nahi denge.
Agar talaash karoge to koi mil hi jaayega,
Magar kaun hamaari tarah tumahe chaahe ga,
Tumhe jaroor koi chaahto se dekhega,
Magar wo aankhen hamaari kahan se laaye ga.
Jab ho aapka pyara sa saath aur
Ho haatho me haath, tanhaai ho…rangeen,
Ho sama jaha koi aur nahi sirf aap aur ham ho waha,
Tab hogi barsaat pyaar ki, mere aur sirf mere pyaar ki.
Dekh meri aankho me khwaab kiske hai,
Dil me mere sulakhate toofan kiske hai,
Nahi gujra koi aaj tak is raaste se
Ho kar phir ye kadmo ke nishaan kiske hai.
Koi itna chaahe tumhe to batana,
Koi itana palko pe bithaaye to batana,
Pyaar kar to lega har koi,
Par koi meri tarah nibhaaye to batana.
Kitna haasil hai sanam tera ye muskura dena,
Najare milakar phir najare jhuka dena,
Kaise kahu ki kitana aasaan hai tere liye,
Qayamat ki bijaliya gira dena.
Showing 1 - 30 of 45